Writing Contest Urdu Writing Contest - November 2010

Status
Not open for further replies.
Aslamo ele kum Sagar bhai barish ka pehla qatra ban gai ap ki tehreer jis ne is bazm ko saja diya bohat shukriya is khobsorat tehreer ke liye sada khush rahiye waslam Mukhlis Ramish jaan
 
Aslamo ele kum ehle bazm Khwaab meri soch ke mutabiq kese ho skate hai,n our kese hone chahyie apni soch ko ap ki soch ke samne rakh raha ho,n umeed he meri soch ap ki soch ko qayel kar paye gi INSHALLA

View attachment 186

****KHWAAB ****

khwab aik esi haqeeqat ka name he jo Haqeqat hote howe bhi Khwaab hi kehlati he ,Khwaab humare
shaour our lashaour ke darmeyan soch ki parwaz ka name he khwaab ache bhi hote hai,n our bure bhi
khwaab sache bhi hote hai,n our mahaz kheylat par mabni bhi hote hai,n khwab dekhe bhi jate hai,n our
dikhaye bh jate hai,n khwaab zati bhi hote our khwaab me kisi ke bare me khabar bhi di jati he khwaab
agar ghor kiya jaye to aik rohani silsla he our duniya ke tumam mizahab me khwaab ki haqeqat ko tasleem
kiya jata he -khwab kabhihumari pareshani ka bayes bante hai,n to kabhi khushi ka bayes agar dekha jaye
to aj duniya itni zeyda pareshanio,n me ghiri hoi he ke humara lashaour bhi hume pareshan kun khwaab
dikhlata he -khwaab par kisi ka ko ikhteyar nahi hota jese me ne oper likha he ke khwaab wo haqeeqat he
jo 100 fesad haqeeqt hote howe bhi khwaab hi kehlati he - Aaj harinsan apni apni khwaabo ki saleeb uthaye
phir raha he na to hum log mazhab par akhtahe hopaye na hi mulk me yakja ho kar us khwaab ki tabeer
ko pane ki koshish kar sake jo is watan ko hasil karte waqt huamre buzurgo ne dekhe the aj hum agar dekhe to pori duniya me Aalme islam tanhei ka shikar hota ja raha he aj Pakistan ko dekhe to hum wohi ke wohi hai,n jaha,n 63 sal qabal the - Tarqai ki he to jhoth nafrat jhagro aik dosre ke haq marne me keya yehi wo khwaab
tha jo ILaama Iqbal marhom ne our Qayede azam ourus waqt kz lakho muslamno nz dekha tha aik majmoi khwaaab - aj hum sirf apni zaat sz age ka na khwaab dekhte our na kisi ko dekhne dena chahte hai,n -
hum ne kaynat sirf apni zaat tak mehdod kar li he humare khwaab bhi ab sirf humari zaat tak mehdod
hai,n -ab huamre darmeya,n koi esa Rahnuma dikhei nahi deta jis ke khwaab ka daera pore mulk tak
muheet ho jiske khwaab me sachei insaf our mohabat ka sabq diya jata ho -jis ke khwaab se aik Aam insan
bhi mutasir hota ho- keya kabhi hum ne socha he aik pal ke liye ke yeh sub kio,n - Khwaa tariq bin zeyad ka khwaab bhi to khwaab hi tha na jis ne Aalme islam ke liye nai dunyia ke raste khol diye Nelsan mandella ka
bhi to khwaab hi tha jis ne Afrika ke Halat badal kar rakh diye shaiere masharq ka bhi aik khwab hi tha jis ne Baresagheer me Muslmano ki Zindagi our halat ko badal kar rakh diya to keya Aaj pore Alme islam me koi
Tariq bin zeyad nahi keya aj pore paksiatn me Hazrate ILama Iqabl jesi soch ka hamil koi aik insan nahi -
nahi to kio,n nahi
keya huamri mao,n ki kokh banjh ho chuki hai,n

ya phir hume ye bat tasleem kar leni chahyie ke hum logo
ne apni socho apne lashaour ko jakar liya jese ap ne dekha ho ga ke aik buzurg ke name par jis tarha bacho
ke saro ko bachpan se aik band cheez me rakhne se un saro ki afzayesh yani barhne ka amal rouk diya jata
he our wo bache zahri jism bara hone ke bawjud un ke sar chote reh jate hai,n -to haume tasleem kar lena
chahyie ke hum logo ne apni ane wali naslo ki khwaabo ke sath un ki soch ki afzayesh ke sath wohi amal
kiya ke bazahir hum bare bhi hote hai,n magar humari soch mehdod hi rehti he - kash kasj Aj phir koi
ILama Iqbal koi Mohammad Ali jinah hum me peyda ho jaye our kash hum us ki soch us ke khwaabo ke
sath wo zalmana amal na kare jo hum pichle 63 salo se apne bacho ke sath kar rahe hai,n
Ameen Suma Ameen -
so dosto Khwaab dekho magar Mohabat ke Akhowat ke sachei par mabni
wo khwaab jo haume majmoi tour par fayeda de .

Attachments

  • uncle ka khawab.jpg
    uncle ka khawab.jpg
    255.3 KB · Views: 102

Assalam u Alaikum,

Janab Sagar bhai app nay iss contest ka aaghaz apni aik khobsorat tehreer ke zariye ker dya hai :)

iss tehreer say naa sirf khuaab ke mazmoon per tehreer likhnay ki naa sirf bunya rakhi gayee balkay barkat bhi paray gi iss say ;;)

app nay bilkul darust kaha khauaab orr haqeeqat donon ka choli daman ka sath hai.. orr sath men khuaabon ko haqeeqat ki kasooti per parakhne ka naam zindagi hai.. iss jumlay men bhi zindagi ki posheeda haqeeqat app nay wazeh ki bohat khoob bhai..

Insha Allah ab hamen poori umeed hai ke app issi tarah hamaray aanay walay urdu writing contests men shirkat farma ker inhen chaar nahi balkay 5 chand lagaya karen gay :)

bohat khush rahen :rose:
ap ka husan e nazar hai bahi .inshahAllah zaror hisa lo ga baqi contest may b
 
Aslamo ele kum ehle bazm Khwaab meri soch ke mutabiq kese ho skate hai,n our kese hone chahyie apni soch ko ap ki soch ke samne rakh raha ho,n umeed he meri soch ap ki soch ko qayel kar paye gi INSHALLA

View attachment 186

****KHWAAB ****

khwab aik esi haqeeqat ka name he jo Haqeqat hote howe bhi Khwaab hi kehlati he ,Khwaab humare
shaour our lashaour ke darmeyan soch ki parwaz ka name he khwaab ache bhi hote hai,n our bure bhi
khwaab sache bhi hote hai,n our mahaz kheylat par mabni bhi hote hai,n khwab dekhe bhi jate hai,n our
dikhaye bh jate hai,n khwaab zati bhi hote our khwaab me kisi ke bare me khabar bhi di jati he khwaab
agar ghor kiya jaye to aik rohani silsla he our duniya ke tumam mizahab me khwaab ki haqeqat ko tasleem
kiya jata he -khwab kabhihumari pareshani ka bayes bante hai,n to kabhi khushi ka bayes agar dekha jaye
to aj duniya itni zeyda pareshanio,n me ghiri hoi he ke humara lashaour bhi hume pareshan kun khwaab
dikhlata he -khwaab par kisi ka ko ikhteyar nahi hota jese me ne oper likha he ke khwaab wo haqeeqat he
jo 100 fesad haqeeqt hote howe bhi khwaab hi kehlati he - Aaj harinsan apni apni khwaabo ki saleeb uthaye
phir raha he na to hum log mazhab par akhtahe hopaye na hi mulk me yakja ho kar us khwaab ki tabeer
ko pane ki koshish kar sake jo is watan ko hasil karte waqt huamre buzurgo ne dekhe the aj hum agar dekhe to pori duniya me Aalme islam tanhei ka shikar hota ja raha he aj Pakistan ko dekhe to hum wohi ke wohi hai,n jaha,n 63 sal qabal the - Tarqai ki he to jhoth nafrat jhagro aik dosre ke haq marne me keya yehi wo khwaab
tha jo ILaama Iqbal marhom ne our Qayede azam ourus waqt kz lakho muslamno nz dekha tha aik majmoi khwaaab - aj hum sirf apni zaat sz age ka na khwaab dekhte our na kisi ko dekhne dena chahte hai,n -
hum ne kaynat sirf apni zaat tak mehdod kar li he humare khwaab bhi ab sirf humari zaat tak mehdod
hai,n -ab huamre darmeya,n koi esa Rahnuma dikhei nahi deta jis ke khwaab ka daera pore mulk tak
muheet ho jiske khwaab me sachei insaf our mohabat ka sabq diya jata ho -jis ke khwaab se aik Aam insan
bhi mutasir hota ho- keya kabhi hum ne socha he aik pal ke liye ke yeh sub kio,n - Khwaa tariq bin zeyad ka khwaab bhi to khwaab hi tha na jis ne Aalme islam ke liye nai dunyia ke raste khol diye Nelsan mandella ka
bhi to khwaab hi tha jis ne Afrika ke Halat badal kar rakh diye shaiere masharq ka bhi aik khwab hi tha jis ne Baresagheer me Muslmano ki Zindagi our halat ko badal kar rakh diya to keya Aaj pore Alme islam me koi
Tariq bin zeyad nahi keya aj pore paksiatn me Hazrate ILama Iqabl jesi soch ka hamil koi aik insan nahi -
nahi to kio,n nahi
keya huamri mao,n ki kokh banjh ho chuki hai,n

ya phir hume ye bat tasleem kar leni chahyie ke hum logo
ne apni socho apne lashaour ko jakar liya jese ap ne dekha ho ga ke aik buzurg ke name par jis tarha bacho
ke saro ko bachpan se aik band cheez me rakhne se un saro ki afzayesh yani barhne ka amal rouk diya jata
he our wo bache zahri jism bara hone ke bawjud un ke sar chote reh jate hai,n -to haume tasleem kar lena
chahyie ke hum logo ne apni ane wali naslo ki khwaabo ke sath un ki soch ki afzayesh ke sath wohi amal
kiya ke bazahir hum bare bhi hote hai,n magar humari soch mehdod hi rehti he - kash kasj Aj phir koi
ILama Iqbal koi Mohammad Ali jinah hum me peyda ho jaye our kash hum us ki soch us ke khwaabo ke
sath wo zalmana amal na kare jo hum pichle 63 salo se apne bacho ke sath kar rahe hai,n
Ameen Suma Ameen -
so dosto Khwaab dekho magar Mohabat ke Akhowat ke sachei par mabni
wo khwaab jo haume majmoi tour par fayeda de .

ap ki lazawal tehreer nay mujay apni ak 3 behroo ki tanzia nazam yaad dila di jis ka unwan tha ( Aj ka ziyaad ) os may kehta ho

zinda karnay chalay thay ziyaad ki sunat
Magar jab kishtiyaan jalayi to yaad aya hamay
Dusman to muntazir dosray kinaray pay tha:)
bhot khob likha bahi kamal tehreer MashahAllah
 
Ramish jii aik karwi sachai aur haqaeeq k izhar k sath umda lafon ka chunao
jo aap ka andaz hai us ne is tehreer main jaan dall di hai.......bahut khoobsoorat
alfaazoan k sath dil ko chooti hui tahreer, parh kar apnay kayee khawab ankhoon
k samnay ghoom gaey ... acha laga padh k...esasat se bharpoor
is tehreer pe bohot si daad qobool karen....Good luck for the competition:rose:
 
shukriya sagar bhai ap ki yeh bahr por dad mere liye aezaaz he bohat shukriya
waslam Mukhlis Ramish Jaan
 
Ramish jii aik karwi sachai aur haqaeeq k izhar k sath umda lafon ka chunao
jo aap ka andaz hai us ne is tehreer main jaan dall di hai.......bahut khoobsoorat
alfaazoan k sath dil ko chooti hui tahreer, parh kar apnay kayee khawab ankhoon
k samnay ghoom gaey ... acha laga padh k...esasat se bharpoor
is tehreer pe bohot si daad qobool karen....Good luck for the competition:rose:

Heer ji bohat bohat shurkiya ap ka yeh tafseeli tabsra mere liye bohat ehmiyat rakhta he mujhe bohat khushi hoi ke ap ko mazmoon pasand aya he duaa ke liye bohat shukriya
waslam Mukhlis Ramish jaan
 
Your welcome jii, It was Really great to read, and definately enjoyable.
 
Aslamo ele kum ehle bazm Khwaab meri soch ke mutabiq kese ho skate hai,n our kese hone chahyie apni soch ko ap ki soch ke samne rakh raha ho,n umeed he meri soch ap ki soch ko qayel kar paye gi INSHALLA

View attachment 186

****KHWAAB ****

khwab aik esi haqeeqat ka name he jo Haqeqat hote howe bhi Khwaab hi kehlati he ,Khwaab humare
shaour our lashaour ke darmeyan soch ki parwaz ka name he khwaab ache bhi hote hai,n our bure bhi
khwaab sache bhi hote hai,n our mahaz kheylat par mabni bhi hote hai,n khwab dekhe bhi jate hai,n our
dikhaye bh jate hai,n khwaab zati bhi hote our khwaab me kisi ke bare me khabar bhi di jati he khwaab
agar ghor kiya jaye to aik rohani silsla he our duniya ke tumam mizahab me khwaab ki haqeqat ko tasleem
kiya jata he -khwab kabhihumari pareshani ka bayes bante hai,n to kabhi khushi ka bayes agar dekha jaye
to aj duniya itni zeyda pareshanio,n me ghiri hoi he ke humara lashaour bhi hume pareshan kun khwaab
dikhlata he -khwaab par kisi ka ko ikhteyar nahi hota jese me ne oper likha he ke khwaab wo haqeeqat he
jo 100 fesad haqeeqt hote howe bhi khwaab hi kehlati he - Aaj harinsan apni apni khwaabo ki saleeb uthaye
phir raha he na to hum log mazhab par akhtahe hopaye na hi mulk me yakja ho kar us khwaab ki tabeer
ko pane ki koshish kar sake jo is watan ko hasil karte waqt huamre buzurgo ne dekhe the aj hum agar dekhe to pori duniya me Aalme islam tanhei ka shikar hota ja raha he aj Pakistan ko dekhe to hum wohi ke wohi hai,n jaha,n 63 sal qabal the - Tarqai ki he to jhoth nafrat jhagro aik dosre ke haq marne me keya yehi wo khwaab
tha jo ILaama Iqbal marhom ne our Qayede azam ourus waqt kz lakho muslamno nz dekha tha aik majmoi khwaaab - aj hum sirf apni zaat sz age ka na khwaab dekhte our na kisi ko dekhne dena chahte hai,n -
hum ne kaynat sirf apni zaat tak mehdod kar li he humare khwaab bhi ab sirf humari zaat tak mehdod
hai,n -ab huamre darmeya,n koi esa Rahnuma dikhei nahi deta jis ke khwaab ka daera pore mulk tak
muheet ho jiske khwaab me sachei insaf our mohabat ka sabq diya jata ho -jis ke khwaab se aik Aam insan
bhi mutasir hota ho- keya kabhi hum ne socha he aik pal ke liye ke yeh sub kio,n - Khwaa tariq bin zeyad ka khwaab bhi to khwaab hi tha na jis ne Aalme islam ke liye nai dunyia ke raste khol diye Nelsan mandella ka
bhi to khwaab hi tha jis ne Afrika ke Halat badal kar rakh diye shaiere masharq ka bhi aik khwab hi tha jis ne Baresagheer me Muslmano ki Zindagi our halat ko badal kar rakh diya to keya Aaj pore Alme islam me koi
Tariq bin zeyad nahi keya aj pore paksiatn me Hazrate ILama Iqabl jesi soch ka hamil koi aik insan nahi -
nahi to kio,n nahi
keya huamri mao,n ki kokh banjh ho chuki hai,n

ya phir hume ye bat tasleem kar leni chahyie ke hum logo
ne apni socho apne lashaour ko jakar liya jese ap ne dekha ho ga ke aik buzurg ke name par jis tarha bacho
ke saro ko bachpan se aik band cheez me rakhne se un saro ki afzayesh yani barhne ka amal rouk diya jata
he our wo bache zahri jism bara hone ke bawjud un ke sar chote reh jate hai,n -to haume tasleem kar lena
chahyie ke hum logo ne apni ane wali naslo ki khwaabo ke sath un ki soch ki afzayesh ke sath wohi amal
kiya ke bazahir hum bare bhi hote hai,n magar humari soch mehdod hi rehti he - kash kasj Aj phir koi
ILama Iqbal koi Mohammad Ali jinah hum me peyda ho jaye our kash hum us ki soch us ke khwaabo ke
sath wo zalmana amal na kare jo hum pichle 63 salo se apne bacho ke sath kar rahe hai,n
Ameen Suma Ameen -
so dosto Khwaab dekho magar Mohabat ke Akhowat ke sachei par mabni
wo khwaab jo haume majmoi tour par fayeda de .

Bohat khoob Ramish bhai :)

Masha Allah app nay aik umda tehreer ke sath apnay hi contest men chaar nahi balkay paanch chaand laga dye :)

App nay jiss tarah khawab ki tash'reeh ki hai men bohat mut'asir hoa app ki tehreer say ;;) yeh talkh haqeeqat yaqeenan experienced orr muhib e watan dost hi apnay lafzon ke saharay say bayan ker saktay hain.. Hats off to you bohat khush rahen :rose:
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top