Novel Raja Gidh By Bano Qudsia

sTRanGEr

sTRanGEr

Well-Known Pakistani
5
 
Messages
682
Reaction score
1,045
Points
181
Raja Gidh (Urdu: راجه گدھ‎) by Bano Qudsia is an Urdu novel. Gidh is the Urdu word for a vulture and Raja is a Hindi synonym for king. The name anticipates the kingdom of vultures. In fact, parallel to the main plot of the novel, an allegorical story of such a kingdom is narrated.[citation needed] The metaphor of the vulture as an animal feeding mostly on the carcasses of dead animals is employed to portray the trespassing of ethical limits imposed by the society or by the religion.

Plot
Hailing from an upper-middle-class family, Seemi Shah falls in love with her handsome classmate Aftab in the MA Sociology class at Government College Lahore.[citation needed] Seemi is a modern and attractive urban girl and attracts most of her male class fellows, including the narrator Qayyum and the young liberal professor Suhail. Aftab belongs to a Kashmiri business family. Although he also loves her, he cannot rise above his family values and succumbs to his parent's pressure to marry someone against his wishes and leave for London to look after his family business. The novel then takes on touching several moral and ethical issues, beyond the love triangle plot, depicted through the rich culture and everyday life of Lahore.

Raja Gidh novel mein bataya gaya hai k insan ki fitrit gidh ki see hoti hai, Bano Qudsia says only 5 out of 100 can understand this novel.
Rich (BB code):
You don't have permission to view the code content. Log in or register now.
 
Attachments

  • raja gidh by bano qudsia.pdf
    24.5 MB · Views: 243
hm hm ...yeh novel n digest main ney kabhi parhy nahin...itane pages hotey hein .,..nirii ser dard:rolleyes:mujh sey tou apni text books ba'mushkal parhii jaatii.n thii..but mere Sir Mushtaq-ur-RehMan Siddiqii je iss novel ka ziker urdu n philosophy ki class mein buht kerty thae ..keh isko lab sey issue kerwa ker parhna zaror...kissi ney gift bhi kiya tha..one of my class mate..but mein kuch pages parhy..pata nahin kia shuru ho gay uss mein agay...mujh sey parha nahin gaya ...tou aaj tak main ney isko parha nahin..but merii friends ...Allah unko khush rakhy wo mere ko bata deti hein...keh kaun sa film ya drama..kahani masoom sa hai mere parhney wala...tou unn main sey aik ney mere ko iska muhasil aur main points bata diye thae ..n Sir ney bhi..so iss sey mujhey thora andaza hai about this novel ...

nice sharin

Assalam _O_Alykum
 
Basicly Is mein Novel Mein Btaya Gaya He k Insan Ki fitrit gidh ki hoti he, Bano Qudsia Says Only 5 Out Of 100 Can Under Stand This Novel, mje to yehi laga pr lga k Insan ki Haqiqat Kuch Nai he, hm jin ko pagal khte hn wh hm se zyada kainat k israr jante hn...
 
Iss novel ko log buht passand kerty hein..buht tareef suna hai..but main ney isko parha...tou wo gar bar sa shuru ho gaya..main wahin band ker diya tha....sir ney mujh sey khass poocha tha, novel parha tum ney kia seekha ..main ney suchi suchi bata diya keh Sir je yeh meri nature according nahin hai..meri umer sey wadda..mein nahin parh sakii..app iska muhasil samjha dijye...unhoun ney next day isko topic rakha...tou unkey ilfaaz kuch youn thae..

"keh insan ki nature gidh ki trha ho jaati hai...jab kabhi sab uski mansha, aur pohanch sey baher ho jata hai, haar ussey hazam nahin hoti aur lahasil ki tammana aur justaju..khalish ussey negative ker deti hai..wo apni mehroomi,youn, ehsas e kamtrii ka badla dusroun sey lay'na shuru ker deta hai..even keh apna app bhi daou per laga deta hai..phir jis trha gidh ki nature hoti hai murdaar khana tou insan bhi aisa ho jata hai her aachey buray ki tamiz sey mehroom ho jata hai...aur her buraai ko apney ander jazb kerna shuru ho jata hai "
 
right mein ne yh matric k bad prha tha so mje tb nai smj ayi thi.... mein ne to jo books post ki hn around about 50 or 60 books post ki hn approximatly sb pri hn, lkn ab mein Allama Iqbal Ko prh raha hn, Un ki poetry mein gehrai he, jo k kisi kisi ko e smj ati he, mein b koshash kr raha hn k mje b smj a jae, mein 1 book post ki he Allama Iqbal Ki Peshgoiyan, Sirf 3 Pages hn Us k Zror Prna....
 
hm hm Allama Iqbal ka jo test books mein Kalaam hai main jus wohii parha hai..ya on line urdu news papers mein inkey articles ...je zaror Insha'Allah i'll
 
Back
Top