IQBAL's Poetry For Youth

sTRanGEr

sTRanGEr

Well-Known Pakistani
5
 
Messages
682
Reaction score
1,045
Points
181

Iqbal has said a lot for the Youth of Muslims. Iqbal's poetry is so dynamic and everlasting that it applies 100% fit today as it was fit then. Here is some limited collection out of those.

khitab_ba_jawanan_e_Islam.jpg
--------------------------------------​
dayare_ishq_mein_apna_moqam_paida_kar.jpg
--------------------------------------​
about_jawan.jpg
--------------------------------------​
about_nojawan.jpg
--------------------------------------​
khuddi_and_nojawan.jpg
--------------------------------------​
about_khuddi.jpg
--------------------------------------​
about_momin.jpg
--------------------------------------​
about_Mojahid.jpg
--------------------------------------​
about_musli_momin.jpg
--------------------------------------​
about_shaheen.jpg
--------------------------------------​
kita_about_khuddi.jpg
--------------------------------------​
kita_for_mojahid.jpg
--------------------------------------​
kita_from_javedNama_5.jpg
--------------------------------------​
kitafor_jawan.jpg
--------------------------------------​
qualities_of_a_man_of_khudii.jpg
--------------------------------------​
qualities_of_jawan.jpg
--------------------------------------​
qudrat_ke_makasid_ka_ayyar.jpg
 
superb selections......
jis trha Qur'an-e-Pak ka dil Surah-e-Yaseen hai ..issi trha...Iqbal key youth kii jaan iss sh'er mein bassi hai....

main ney ek report tayyar kiyya tha..Iqbal peh..govt of pakistan ki traf sey uss competition mein mujhey 10,000 ka check milaa tha ba'tour-o-inaam....jiskii main ney khoob goliyan toffeeez lay ker khaa lii thiin....waqt mila compose ker key in future share karein gey idher..ager baba ney permission dey diyya tou...

khush rahyie

Assalam-o-Alykum
 
Drasal yh mera collection nai he yh mein ne 1 website se pick kiya he.
Mje poetry bilkul b nai psnd thi ab b nai psnd Allama iqbal ki poetry k ilawa, mera frnd he 1 us ne 6 times faisalabad education board se speech mein 1st prize win kiya he, wh khta he k mein sirf iqbal ki poetry ki vja se win krta hn, mein ne us se zyada Ishq e Rasool(S) kisi mein ne dekha, wh khta he k yh sb mje iqbal ki poetry ne diya, wh mj se khta he iqbal se milna he to btao mein milvata hn, muje nai pta wh kis sense mein yh bat khta he pr jb wh yh bat krta he to mein bat bdl deta hn kyun k mein sochta hn k iqbal agr mj se mil gae to mein kya mun le kr un ke samne jao ga mein to un ka shaheen nai bn ska blke mein to kutte se b bd tr hn, kutta to apne malik ka wafadar hota he, mein to apne pedda krne vale malik ka b wafadar nai bn ska...
really bht log hn jo yh dawa krte hn k IQBAL ko hm se zyada koi nai janta lkn mein ykeen se kh skta hn k mera frnd se zyada iqbal ko koi nai janta, is cheez ne mje motivate kiya k mje iqbal ki poetry prni chahiye... aur mein ne yh observe kiya he k Allama IQBAL ki poetry Quran ka dosra rukh hn blke unho ne Quran ki ayat ko poetry mein convert kr diya he...
 
hmhm...Drasal...je...pehlii baat....intekhaab ..collection kahan sey pick kiyya..kaisey..humare liye yeh ahem nahin..ahem yeh keh aaachii baat ..aacha sha'oor ,..aachi soch...aachi chiz...ki tableegh..ho gaii bus....beraks iskey waseelah jo bhi baney ya ho...jo aachaii aur naikii kii taqseem ka Akhtayaar app keh pass tha..app ney wo apnii tarf sey poora kiyya tou...bus ho gayya sub.....yehi sub sey bara sadqa-e-jarriyya hota hai sir je..
yeh kutte typo lafz ainda app hum sey mukhatib hotey ..belkeh kissi sey bhi..isstemaal sey ejtenaab keryie ga...Beshak ehsas-e-nadamat barii khoobii hai..mager Allah Pak ney apko Insan honey ka jo sharf aa'taa kiyya hai ussey itnaa arr'zaa aur garaa.n jaan ney ka haq kissi bashr ko hassil nahin...Sirf Usskii Wahid Zaat her trhaa ka ehtesaab kerty huae app keh Haq mein Khud Insaaf kerny ka haq rakhti hai..wohii behtr jaan'ney wala..kerny wala ,aur pae'ma'naa naap,ney wala hai keh kaun kitna saza -o-jaza ka mustahiq hai..so zara khayal keryie ga...warnah wo apko janwar paida kerta..Usskii iss sifet kii tazleel nahin karo...teak hai apnii nadamat...aur khaamiyoun,gunahoun ka aetraaf sub sey bara adal hai apnii zaat key sudhaar key liye..unnkii isslaah sub sey bara jahaad....per yeh Aadaa usko passand nahin je...
Allah janey hum jisey haqeer jan rahy houn wo Uss kii baargah mein kitney buland mertabey per Fa'yezz ho..ek baar main chouti thii..itnii choutii thii..keh buht he choutii thii...tou merii nanii ney ek qissa sunayya tha..thora slipping 4m my haafzaa..keh Ek bar Hazrat Mousa A.S ney Allah sey poocha ...Aye Allah Pak tera sub sey na'passandeedah bandah kaun sa hai..Allah Pak ney Fermayya keh Falan Bazar sey guzerta wo shakhs jis keh kandhey per ek bacha sawaar hai wo....Phir Sawaal kiyya Allah Pak Passan'deedah kaun sa,....?phir Ussi Shakhs ka Ishara dey diyya...Wo Bare Hairaan ho ker Mukhatib huae Aik hii Shakhs Passand bhi hai..Na Passand bhi..Yeh kia Majraa hai..Tou Jawaab aaya ..jab Tu ney Mujh sey sawaal kiya Sub sey na passand...?tou uss lamhy Iss shakhs sey uss bachy ney jo iss key kaandhey per sawaar hai yeh sawaal kiya..keh sub sey bara kia hota hai...?bachy ko Uss bandey ney jawaab diyya keh beta Duniyaa bari hai buht..mujhe yeh Shakhs Uss Lamhy sub sey Bura laga...keh issey merii Zaat Nazr nahinn aaii..per jab Tu yeh sawaal ker raha tha..man passand..ussi agley lamhy mein iss shakhs ney Uss bachy ko terdeed kerty hii sath yeh bola...keh beta beshak duniya buht bari hai per Uss sey barii bhi Ek Zaat hai..Aur Wo Allah Pak ki hai..tou USs waqt yeh mere liye Sub sey aacha insan tha...
ab puraney waqt kii nani ki yeh kahanii..qissa ...kitna sahi..main nahin jaanti..per main ney iss sey sabaq seekha keh..kissi ko haqeer nah jano..aur nah apney app ko lay ker kissi ghalt fehmii mein mubtala ho ker azeem ya ber'ter jano kissi sey...apney gunahoun aur khaamiyoun ka ehtesaab karo..aur sudhaar kii her mumkin koshish..Raastey Aa'saan wo ker dey ga...Kathinnn bhii haue tou Usskii Mansha..Wo mujhey Sabr-o-Shaakrii kii adaa nawaz dey ga...Aur Sub Uss per Choro..Insaaf..beshak Wo tumhare Haq mein behtar kerny wala hai..bus itnii sii baat hai...
yeh Humare Piyare Nabi(PBUH)....Iqbal...Quaid....Her Naik Insan..yeh Usskey Bakhshey Tohfae hein..jin key seerat-e-kirdaar...Amaal o Hayyat humarii raah numaiii ker sakein....ya hallat-o-waqyaat humein ebret aur sudhaar aa'taa ker key shaa'oorii rooh be'daar kerny ka moujib banein...ab yeh hum per hai keh humara chunao kia ho ga...yeh shaheen bhi ho sakta hai ..ya kawaa bhi.....
 
mein ne apko apni soch btai he, apni asliyat btai he sharmindagi k sath, pta he mein ne is website k ilawa kisi aur jaga kabi aisi batein nai ki... bs acha lgta he ap logo k sath share krna...
 
mein ne apko apni soch btai he, apni asliyat btai he sharmindagi k sath, pta he mein ne is website k ilawa kisi aur jaga kabi aisi batein nai ki... bs acha lgta he ap logo k sath share krna...

tou yeh itnae waddey response bhi pata hai apko yahan hii mielin gey;),,,ab himmer ker rahy hein..tou housla bhi rakhein parhny ka..samajhney ka.....maqsad yehi keh 2,4 jo likh gaye wo mustafeed tou ho jaye koii..jis nazr sey guzrey je....aa samajh jaye usko:p

khush rahyie
 
nai nai plz mj mein himat nai itne lmbe rply prhne ki, apko maximum 10 lines ka rply allowed he aur yh b bht zyada he..:mstickle:
 
nai nai plz mj mein himat nai itne lmbe rply prhne ki, apko maximum 10 lines ka rply allowed he aur yh b bht zyada he..:mstickle:

Chalein app itna keh rahy hein tou ainda hum khass khayal rakhein gey...keh yeh na.....10 pages sey kam nah ho:pkeh examination hall tak jatey jatey student ko rutta sey kam sey kam 2,4 lines tou yaad reh jaien gii na:(
 
Back
Top