ali bukhari
Popular Pakistani
Invalid Email
9
- Messages
- 2,995
- Reaction score
- 6,237
- Points
- 461
main to chah kai bhi us ko bhola nai paongaFiraq-E-yaar ki Barish malaal ka Mousam'
Hamare shehar mein utra kamaal ka Mousam'
Wo ik dua meri jo na'muraad loat aayi,
Zuban se roth gaya phir sawal ka Mousam'
Bohat dinon se mere zehan k darichon mein'
Thehar gaya hai tumhare khayal ka Mousam'
Jo Be-yakeen hon baharein ujarr b sakti hain'
Tu aa k daikh le mere zawal ka Mousam'
Muhabbatein b teri dhoop chaon jaisi hain'
Kabhi ye hijar kabhi ye wisaal ka Mousam
Koi Mila Hi Nahi Jisko Sonpte aey Dost
Hum Apne Khawab ki Khushbu Khayal ka Mousam..
dil-e-tanhai sai usi ki yaad main anson baha ta rahon ga
anso ki ter hain ek din mai bhi tan ha hi bhai jaonga