Sorrows Camrey Ko Dekh K Hath Utha Diye

This is so sad :( :( yahan Peshawar me itnay ziada students ko Mara Gaya hm sb bht khafa that us say and wo qayamat jo Peshawar ke logo pe guzri us Kay baad to tamam bachay darnay lagay even meray chotay cousins bhe kehtay hain ke hum Army Oublic School nae jayein ge warna hamain goli maar di jaye gi :( :( :(
 
bacho ka dar bohat tareeqe sy nikalana parta hai sis or ye zaroori b hai
aj kl k halat jis taraf ja rahey hai kuch samjh nai ataa k karein tou kiya karein
 
Exactly noor yahan hamari street Mai 3 years ka bacha hai hm ne usay kaha school jao ge us ne kaha ke nae wahan ganday log hain sb ko maar rahay hain :( :( saniha Peshawar ne sb ko bht rulaya tha bohat ziada :( :(
 
Back
Top