g muje lgta ha kiu k ap pehle mere questions ka jwab deti the jb ap ka topic hota
alhamdolillah !
agr ap school ni jati to yha pe kese likhti bachu..........mazak k ilawa hi batya hai.
alhamdolillah and subhanallah respectively@M Shah bhai ap to phr kafi rupia kamtay hon ge ap ki to shadi bi ho sakti ha ab.
Mazaq kay elawa bataya hai Bhai sahab.Mazak mai nai pucha api sahba
Aapko Shadi ka kuch ziada he shauq nahi hai ? Ya To Paisay kamana ya shadi ķarna. Parhna kab hai phr ?????@M Shah bhai ap to phr kafi rupia kamtay hon ge ap ki to shadi bi ho sakti ha ab.