Student Jokes Tricks Of Students in Exams

@Mahsa api agar hum cheating kare gy to humra Pakistan traki ni kary ga, meri behan kehti ha k us ki class ma bi girls cheating karti ha, Mahsa api ye dua kary k jis girl sat meri shadi ho gi wo cheating na krti ho ni to pir usy kuch knoleg ni hona
 
Baqi sab to thek hai but Turaab abhi na aap parhai pe dhyan dain na ke dosri baaton pe. Shadi baad ki baatein hain Jis tarah aapki khwahishat hain usi tarah aapki future wife ki bhi hongi to pehle aap khud mehnat karain achi tarah parhain. And Jo aapki khwahish hai Allah usay pori kar dain ameen sum ameen.
 
ok thank you @Mahsa api mai jan buj k ni sochta esi baat mery dil ma khudi ajati ha acha ab ni socho ga esi kwahish
 
Back
Top