he he yeh bhi na artist ki barii deryaa dilli laging...........nahin tou main iss kism kii artist houn ..jo page book ka samajh nahiin aata..ya mujhey learn nahin ho pata tha.....main phaar ker jahaz bana ker urra diyya...ya kashtii bana ker bachoun mein taqseem ker dii............ha ha jazb-e-khidmat-e-khalq wo kia hai na koot koot ker bhara hai apnii derwaishana tabiyet mein...ya jab yeh artist pan ghaflat kii neend so jaye tou main uss page per naan , rakh ker ya pakoraa rakh ker khaney ka bhi fun ser anjaam diyya hai kaii baar