Ghazal Bicher gya teri surat bahar ka mosam.

Silla Shah

Silla Shah

Popular Pakistani
7
 
Messages
1,414
Reaction score
2,246
Points
311
bahar ka mosam.gif
 
Silla siso yeh last lines hazm nahin ho rahii hein da'rasl/actually
jabr..Ekhtayaar...jab Ekhtayaar aata hai jaisey yahan last lines mein ziker hai, aur jo manzr kashii...tou yeh aisi kay'fee'yat hundi hai keh jabr mehsos nahin hota...ahe meetha meetha rog, soz hunda hai ha ha
App haqeeqii maanoun mein ager daikho Hazrat Ibrahim thae shayied...keh Agg gulzaar lagi thii unko
main thora nahin kaffi absent minded hoon, slip ker jata haafzey sey...tou yeh intehaa thii unkii Ishq-e-haqeeeqii keh pehlu mein....
ab ager majazii lo ...tou.........
muhabbat , wafa, rishtoun, khaloos sey jurrey her taluq mein kabhi baesh -o-kam ka meezaan nahin aata, laboun tak gilla bhi aata tou hai , ta'hum nahin aata....aankh sey ansuu chalkna bhi chahta hai, kissi kii hat dhermii per, serd mehrii per, talkhii per, badl jany per, ya expectations key toot jany per, wo ansuu wahin munjamid ho jata hai ...

agay Allah behtar jany

nice sharing

bus sabr aur derguzar ka mousam sada bahaar hai , nah khizaan daikhta hai, nah ujaar ,...sada bahaar rakhni chahyie insan ko khush umeedii kii baharein.....koii jabr ker gaya, ya app ko daar per chrhaa gaya..u jus keep on ur track n duty...thats the way of life ...always keep going on ....

Assalam_O_Alykum
 
shyd ap kehna chahtay ho....k jb hm jis mahool mein reh rahay hotay hen...hm usi me khush hotay hen jb tk awareness nai hoti...jst like kunwain ka maindak.......haina....to thek kaha aap ne yahi hota hai.......lakin kunwain ka maindak agr bahr aa jae to usay pata chlta hai jahan wo reh raha ta.............us k elava b dunia bht bari ha....n bht ajeeb b.....
 
Back
Top