Ek Sawaal?

Discussion in 'Discussion Forum' started by Silent Voice, Nov 20, 2011.

  1. Silent Voice Star Pakistani

    Message Count:
    13,370
    Likes Received:
    5,741
    Assalam-o-Alykum !

    Kindly Plz yeh zara humein guide keryie..yeh net per hii hum parhty hein..Deenii..Uss mein mujhey kaffi confusion ho raha hai..Kahin Hazrat Ali keh sath...A.S likha mil raha hai..Kahin R.A....her Hadrat keh sath aisa mil raha hai..tou plz iss kii sahi isstelaah kia hai..kaisey pata chaly keh A.S likha jaye Sath Ya R.A....?

  2. Saad Sheikh Founder

    Message Count:
    1,956
    Likes Received:
    2,495
    Aehl-e-Sunnah kay mutabiq, sabhi Sahaba-e-Karam k naam k saath "Razi Allahu Anho (R.A)" likha aur kaha jata hai, kyun k tamam Sahaba-e-karam k liye Allah nay Quran may "Razi Allahu Anhum Wa Razu Anho" farmaya hai yani "Allah un say raazi ho gaya aur woh Allah say Raazi ho gaye".

    Jabkay A.S (Alaye hi Salam) Allah kay Nabiyon k liye kaha jata hai, Jesay Adam A.S, Nooh A.S, Esa A.S
    Ahl-e-Tashee hazrat Ali (R.A) kay naam kay saath bhi A.S likhtay hein. Un ki deikha deikhi kuch kam ilam Aehl-e-Sunnah bhi A.S likh/keh detay hein.

    Silent Voice likes this.

  3. Silent Voice Star Pakistani

    Message Count:
    13,370
    Likes Received:
    5,741
    Buht Shukeryia!
    Jazaka'Allah Khair
    May Allah Je Bless U in All/Ameen

Share This Page

Users found this page by searching for:

  1. nabiyon ke naam

    ,
  2. char sahaba ke naam

    ,
  3. hazrat ali k sath a.s

    ,
  4. sahaba E karam ka naam,
  5. shiya hazrat ali k sath as kiun likhtay hein?,
  6. ali ke saath alaihi salaam lagana,
  7. hazrat salam allah ke naam,
  8. sahaba karam ke ghar,
  9. Sahabaye karam kay naam,
  10. Hazrat ali raziullah talla unhum sayings,
  11. imam ke nam ke sath a.s,
  12. hazrat ali razi allah tala anhu or alaihis salam,
  13. ali quran kay saath quran ali ke sath hai,
  14. razi allah wa razo how many times in quran,
  15. hazrat ali not alaihi salam hazrat ali raziallah ho anhu,
  16. Sahaba-e-karam ka naam,
  17. hazrat ali ke 8 saawal,
  18. kis k sath alayhi salam likha jata hai?,
  19. sahaba-e-karam ke naam ke saath razi allah anhu,
  20. sahaba-e-karam ke naam ke saath razi allah anho,
  21. sahaba-e-karam ke naam ke saath razi,
  22. allah ke naam likha wa rote per,
  23. allah say raazi rehan,
  24. nabiyon k naam,
  25. hazrrat ali r.a or a.s likhana chaia?,
  26. tamam sahaba ke naam ,
  27. hazrat ali kay children,
  28. hazrat ali ke sath a.s ya r.a?,
  29. raziallaho wa razo anho in quran,
  30. razi allahu anho wa razu an