Islamabad Teen commits Suicide after falling in Love with Teacher

M Shah

M Shah

New Member
Invalid Email
16
 
Messages
14,851
Reaction score
48,424
Points
1,451
Osama, a student of Grade VII and student of Madina Public Secondary School, was reportedly in love with his teacher. The teenage student, however, chose to commit suicide after being declined by the teacher and advised to focus on his study.

In a letter to his school’s principal, the student claimed that he was using his father’s gun to take his life.

“Sir, please forgive me. I shouldn’t have taken this step,” he wrote.

“This pistol is owned my father and I don’t want him to be arrested by police for my actions,” added the emotional young boy.


suicide.jpg



 
A 16-year-old student on Monday allegedly committed suicide in Islamabad’s Tarnol area. Police said that the seventh-grader shot himself from his father’s weapon in a private school. According to police, the student was in love with his teacher and killed himself over failure in love.

The student before committing suicide had written a letter to his brother.

WhatsApp Image 2017-01-16 at 8.13.57 PM.jpeg


According to the post-mortem report, the student had died due of a bullet wound to stomach. The final post-mortem report can take up to two days for release.


@yusra avais @Noor-e-Kainat @Kashf @Ana Zai @ruksana @Areeba Zahra @doctorabidasajid @Kool Kat @Zirwah @Imal @mehernigar
@Ali Akbar @Hafsa @Wanderer @Sajjal @Mastermind @Amina chattha @Noor iman @Falak @rubPzai @Kanwal khan @Porab Keyana @Mr.Hammad @Bella khan. @Asad Rehman . @Wanderer . @Twilight ,. @Qazi Shoaib Rehman . @Neha , @Hareem. @Blue Moon. @b khan. @Muhammad Usman . @ATTASH NAQVI. @Zonyra gul . @ulta . @sara rajput . @drsehrish . @Sania Gull . @syed m. @Sara Raees. @Pinkey. @Ajwah . @kuku20 . @Mahsa . @Hafsa. @Veer . @Saad Sheikh
 

Aaj kal schools, colleges, academies may young-age teachers zyada hein, Main sab k baray may tou nahi keh raha lekin zyada tar teachers khud aisi harkatein kartay/karti hein jis say students aur co-staff un ki taraf attract hota hai aur phir jab aisa kuch ho jata hai tou is situation ko handle karna bhi nahi aata kyun k yeh khud immature hotay/hoti hein. @Hafsa ki baat sahi hai yeh jo system chal raha hai, main apnay bachon ki education ko lay kar soch may par gaya hoon aur abhi faisla nahi kar paa raha hoon k unhein is system k zariye education dilaoon bhi ya nahi kyun k aagay chal kar mazeed kharabiyan nazar aa rahi hein aur govt tou is silsilay may kuch nahi karnay wali hai, main definitely apnay bachon k liye co-education system ko choose nahi karoon ga.

Yahan per parents ka kirdar bhi nazar andaz nahi kiya ja sakta, ham jis tarah ki society aur education system may apnay bachon ko bhaijtay hein us k liye zaroori hai k ham apnay bachon k sath aisa relation qaim karein k woh ham say sharing karnay may khof mehsoos na karein aur ham unhein bar-waqt guide kar sakein. Bachon ka pehla pyar parents say hota hai zaroor kaheen na kaheen us may kami reh jati hai tab hi woh parents say door honay lagtay hein aur doosri cheezon k liye woh parents aur unki khushi ko ahmiyat nahi detay. Is per parents ko khas tawojo denay ki zaroorat hai. Allah ham sab ko mehfooz farmaye, ameen.
 
@Saad Sheikh I totally agree, bhai.

Yahan par tou kafi parents home schooling karty hein issi dar ki waja se aur jab bachy thory mature ho jayein tab tou unhein chorna hi parta hai aur tab woh is qabil bhi hoty hein.

Hamary ma'ashry ka nizaam hi ulta hai, mein apni ammi ko yehi keh rhi thi k ham sarey kaam Islam k opposite kr k achy ki umeed q rakhty hein? Parents ki be-tawajhi bohat nuksaan deti hai. Agar iss bachy k relations parents se mazboot hoty tou im pretty sure k woh yeh nahi kar pata
 
us ny apny papa ki gun kesy li thi? mery papa to lock ma rakty ha ta k koi usy touch na kry us k mama papa ro rhy ho gy lekin us ko muhbat ki pari thi mujy boht rony ko dil cha ra ha ye sb par k
 
Back
Top