Keya takhno ko kapre se dhaankna jaez he........?

rubPzai

rubPzai

Popular Pakistani
11
 
Messages
5,364
Reaction score
2,560
Points
706
Assalamu Alaykum Wrwb

mardon k liye takhno se neche kapda latkana haram hai aur aur ek hadees me kabirah gunah bhi kaha gaya hai

aurton k liye hukm hai k jab wo bahar nikle to ser se paun tak apne apko dhank len sure nisa aur sure noor me iski tafseel maujood hai... jo apne jism ko theek se nahi dhankti unko Allah se darna chahiye aur parde ki pabandi karni chahiye

sabse pehle apke title par nazar dalte hain kea takhno ko kapre se dhaankna jaez he........? hadees me hai k takhno par kapde ko na latkao yahan par latkane se mana kiya gaya hai latkana yane jo cheez upar se latak rahi ho dhankna alag hogaya to jo kapda chahe ho pant ho ya phir thob jo k arab pahente hain agar takhno se niche hoga to wo galat hai isse parhez karna chahiye hadeeson par nazar dalen to kaafi waeeden hain abhi ham apke samne wo hadeesen pehs karte hain

Al-Bukhaari reported that the Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) said: "Whatever of the izaar (lower garment) is below the ankles is in the Fire." (al-Bukhaari, no. 5787)

The Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) said: "There are three whom Allaah will not look at or praise on the Day of Judgement and theirs will be a painful punishment: the one who wears his garment below his ankles, the one who reminds others of his favours, and the one who sells his product by means of making false oaths" (reported by Muslim, no. 106)

The Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) said: "Isbaal (wearing one’s garment below the ankles) may apply to the izaar (lower garment), the shirt or the turban. Whoever allows any part of these to trail on the ground out of arrogance, Allaah will not look at him on the Day of Judgement." (reported by Abu Dawud, no. 4085, and al-Nisaa’i, no. 5334, with a saheeh isnaad).

Ibn ‘Abbaas reported that the Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) said: "Allaah will not look at the one who wears his lower garment below his ankles." (Reported by al-Nisaa’i in al-Mujtabaa, Kitaab al-Zeenah, Baab Isbaal al-Izaar).

Hudhayfah said: "The Messenger of Allaah (peace and blessings of Allaah be upon him) took hold of the muscle of my calf (or his calf) and said, ‘This is where the izaar should stop; if you insist, it may be lower, but it should not reach the ankles.’" (Reported by al-Tirmidhi, who said this is a saheeh hasan hadeeth; see Sunan al-Tirmidhi, no. 1783)

All of the ahaadeeth quoted above speak against isbaal, whether or not the intention is to show off; but if a person does this deliberately out of arrogance, there is no doubt that his sin is greater. The Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) said: "Allaah will not look at the one who trails his izaar on the ground out of pride." (al-Bukhaari, no. 5788)

Jaabir ibn Sulaym said: "The Messenger of Allaah (peace and blessings of Allaah be upon him) said to me: ‘Beware of wearing one’s lower garment below the ankles, because this is a kind of showing-off, and Allaah does not love showing-off.’"
(Regarded as saheeh by al-Tirmidhi, no. 2722).

Allah hame aise amal se bachaye doston gaur karne wali baat hai Allah k Rasul sallellahu alayhi wasallam ka hukm chahe wo dadhi k mutalliq ho ya kapde ka takhno se niche latkena ka hukm wajib hai aur mohibbe Rasul ye nahi sochta k ye choti sunnat hai ya badi balke bas usne sunliye uspe amal shuru kar deta hai haan insan se khatayen hoti rehti hain lekin jo rujoo karle uske liye kamiyabi hai jo iss par aise hi amala karta rahe jaankar bhi to uske liye duniya o akhirat me khasara hai

ab in hadeeson par gaur karen jine me majmuyi taur par ye baat aayi hai k takhno se niche kapde ko latkana takabbur ki nishani hai haram hai aur gunahe kabira hai...aur iski saza kya hai uska wo hissa Jahannum ki aag me hoga aur takhno se niche kapda latkane walon ko Allah Qayamat k din dekhna pasand nahi karega Allahuakbar Allah hame aise amal se bachaye doston ye choti cheez nahi hai Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallam k farman ko na manne se Allah kis qadar naraz hota hai k usko dekhna bhi pasan nahi karta....

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 

masha ALLAH itna tafseeli jawab aur sahi ahadeeth ki roshni mai i am impressed... ALLAH aap k ilam mai aur izafa fermaye aur aap ko esey hi ilam baantney ki tofeeq atta feramaye aaaaammiinn... jazzak ALLAH kher...
 
Back
Top