Khush Rehnay Ka Tarika

Mai disagree kerti hun @Syeda Rumessa khamoshi say q wo jagah chorr dain..? If one's worthy enough ..tou jagah banai q nahi? Jagah chor dainy say kaam nahi banta aur na kisi ko farq parta hai...jagah banani parti hai. ;)
 

lekin me wo jaga chor deti hon kyun ageer aap zaberdasti aapni jaga banane ki koshish karte hain or kamiyab bhi ho jate hain to per bhi wo izaat nahi milti jis k aap haqdar hote hain
wo depend kerta hai jagah banai kaisy jaa rahi hai.... aur jagah banti hi tub hai jub izzat hoti hai...mai tou jagah chornay ki huqdar nahi hon ;)
 
wo depend kerta hai jagah banai kaisy jaa rahi hai.... aur jagah banti hi tub hai jub izzat hoti hai...mai tou jagah chornay ki huqdar nahi hon ;)
Mera tajarba he ye:( meri mummy ki ek boht hi qaribi rishtrdar ke ghar jab b hum jate wo log hum bachon ko beizat karne ka muqa jane nhi dete the phir b humin jana parta tha q k humari mummy ye manti nhi thin ke wo log aesa kar sakte hain phir hum bare ho gae tab to had hi ho meri choti bhan ko bhare ghar me beizat kia sirif is lie k us k salam karne ki awaz un tak nhi gai thi :(
 
Back
Top