kia app jantey hein ...................keh hum bhi buht kuch jaan'ney ko be'sabrey baithey hein idher....app housla ker keh buht kuch dussney waley tou banein na pehly
kia app jantey hein ek road jo logoun ney banaii hai wohii wali..seedhii nah jiss jagaha waqyyaa hai wo seedha road ek ghar ki traf aati hai wo nah buht sarey gharoun mein ek ghar hai ..app jaantey hein unhii mein sey ek ghar mein sey ham iss waqt online hein kinni hairaanii ki baat nahin hai
kya aap jantay hain keh ham door aik 5 manzila building kay barabar wali building kay peechay wali building kay seeday hath ki taraf wali road pay thora aagay anay wali building kay ground floor kay uppar walay floor kay seedhay hath kay 4th room kay barabar walay room kay samnay walay room say online hain
kia app jantey hein inkii building kiss rang ki hai..........kia app jantey hein keh chaand raat ko aur sooraj din k waqt inki building aur huamrey ghar peh nikal aata hai je.........wo bhi daily .........aur kia app jantey hein keh sooraj chand ki ek he time mein fix meeting kaise rakhwaii ja sakti hai
kia app jantey hein .................Aaj balloon wala nahinn aaya kia waja banii ho giii.. ........mere sarey peechlay balloons bachoun ney phaar diyye hein ...
Kya aap jantey hain keh balloon walay kay saray baloon to aap nay khareed liay thay, ab woh aur balloon kahan say lata
kia app jantey hein............yeh na......wo na......balloon wala inka rishteydaar hai?? jo inko yeh pata hai keh kahan sey laaye