Khuda karey meri Arz-e-Pak pey Utrey;Wo Fasl-e-Gul jissay Andeihsa-e-zawal na ho;Yahan jo Phool khiley wo khila rahey Barsoon;Yahan Khazaan koo Guzarney ki bhi Majjal na ho;Yahan jo Sabza uggay wo hameisha Sabz rahey,aur aisa sabz k jis ki koi missal na hoo;Khuda karey k waqar isska gair Faani ho,aur issk Hussan ko Tashweesh-e-Maho saal na ho./AMEEN...