aap ki pasand kerna ka shukria lakin acha hota agar aap muja bata sakti ka aap ko mari sharing ma kiya baat ziyada achi lagi ya achi lagi....
lol, hehehehe...na ap ka dialogue, na film ka naam, simple c baat kahi hay g, no one knows...mera matlab tha dont wait for tomarrow for tomarrow may not come...
thanks for translate into English but i don't know English ya tu sub ko pata ha kal kabi nahi ahti ... tu phir aap kaisa kah sakti hain ka kal ho na ho?
hehehehehe, ye to ho hi nahi sakta k u dont know english, hehehehehe..main ne translate nahi kiya alag likha hay ta k na ap ka dialogue lage or na hi film ka naam.. acha aap bataein, kia ap ko yaqeen hay kal aey ga?