Ana Zai
Super Star Pakistani
Staff member
Digital Library Staff
Baby Names Staff
I Love Reading
Invalid Email
19
- Messages
- 17,745
- Reaction score
- 38,024
- Points
- 1,961
Mumkin hai Chasm-e-Nam ko SITARA na kar sako
Mumkin hai Chasm-e-Nam ko SITARA na kar sako,
Mumkin hai tum bhi koi ISHARA na kar sako,
Mumkin hai mery Baghair bhi BITA lo ye Zindgi,
Mumkin hai apnay Sath bhi GUZARA na kar sako,
Mumkin hai ZEHAR dy k mujhy AATA kar do ZINDAGI,
Mumkin hai yeh KARAM Dobara na kar sako,
Mumkin hai mera HUKAM bhi tum ko QABOOL ho,
Mumkin hai ILTAJA bhi Gawara na kar sako,
Mumkin hai Do QADAM pay BADAL jao Raasta,
Mumkin hai UMAR bhar KINARA na kar sako...........