Poll: Uff Yeh Muhabbat...

Kya muhabbat shakal dekh kar hoti hai ?


  • Total voters
    10
kaya kabhi kisi ki baaton ki wajha se ,uss se muhabbat ho sakti hai kaya..............??? (feeling confused)
honay ko kuch bhi ho skta he kuch bhi namumkin nahi ,
kabhi baton say ki waja say ho jati he or shakl dekh kar khtam ho jati he ,

kabhi shakl dekh kar ho jati he aur baton ki waja say khtam ho jati he

wesay koshish karni chahye donon halton mein iss say dooor raha jae ,
 

Back
Top