bro mohabat to khud ba khud ho jati ha aadat o khasial baad ma pasand aa jatay hain lakin insan ko pata nahi chalta k yeh kaab or kasay huva
sis here je means yeh jo ooper ka bayyan hai ..wo yeh hai keh jo hussan , khubsuratii waqtii attraction hoti hai...jis ka sehar/asser dair pa nahin hota , yeh dhal jata hai umer, waqt key sath sath, so yeh waqtii taa'surr rehta hai ...but jo log seerat ko daikh ker maayel hoty hein usko baqa hasil hai ....?
¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨` ♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.• .*.*. Bhout Hi Zaberdast .*.*… ¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨` ♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.• .