koi bhe insan paidaish kay waqt great nahee hua kerta siwa Allah pak kay chunay huay logon kay baki ziada tar log beray honay kay bad jab shoba.e.Insaniat man jab koi khas kirdar ada ker kay kisi khas muqam per pohanch jatay hen to hum log unhen graet ka khitab daitay hen aisay logon man pakistan man paida honay walay aik hero " Rashid MInhas Shaheed" bhee hen. BAki rahee bat Quaid.i.azam MUHAMMAD ALI jinnah aur Allama Dr. Iqbal (R.A) ki to wo log pakistan man paida nahee huay thay wo log jab paida huay thay to us waqt pakistan abhee bana hee nahee tha us waqt hindustan tha
I am not intersted in great mens. but i told a great girl. please not search on net only see the name of sender.