Kya koi bata sakta hai k hamain kharrate kyun aatay hein? bohat bura lagta hai jab hum kisi k ghar mehman ban k rehne jatay hein aur aik room mein kayi logon ko sona hota hai. Kya aap ko aisi situation mein neend aati hai? mujhe tou bilkul nai aati :/