I have two words for you " Well" and "Done" ziyada likha aap ka kaam ha aor hum itna hi keh sakta hain aap ki is koshis per.... khush rahiya
Bhai jee likhna chorra nahi balka likhne ki rasi ko mazboti say thamne k leye maharat ki rah may pir rahe hain..... taimoor bhai missing ur company khush rahin
""WOH SAMJHTE HAIN K BIMAR KA HAAL ACHA HAY"" Mir Sahab ab tu app say mulaqat khwabo aur khayalo may howa krti hain in khwabo aur khayalo ko haqeqat ka rang kab naseb hoga