Novel Aye Shama e Koe Jana By Ushna Kosar Sardar (Complete)

nwkhan77

nwkhan77

New Member
3
 
Messages
81
Reaction score
199
Points
91
Social Romantic Urdu Novel Aey Shama Koey Jana
You don't have permission to view the spoiler content.
Please register and verify your email address to view the spoiler content. Log in or register now.

Famous Pakistani Urdu Novelist Ushna Kosar Sardar has written Aey Shama Koey Jana novel . We are here to discuss and recommend you all to read this complete novel. I hope you will enjoy reading and I also expect good feedback and reviews from the readers of Ushna Kosar Sardar novels.

Post Your Reviews
A review is always helpful for people to decide read a novel or not.
Positive reviews encourage people to must read a good novel.
Rich (BB code):
You don't have permission to view the code content. Log in or register now.
 
thanx for uploading such a nicce novel.agr us scene mein jab rahban musgan ki death ka khawab daikhta hai. agr wo khawab na hota to such main mein ne us se agay novel nhi parhna tha.mein ne aj tak mata-e-jaan ki wo episodes nhi parhin jahan se agay hero ki death ho jati hai.
 
aur mein ne Amarbail mein omer ki death ka scene sirf 1 bar parha hai, dobara kabhi wo novel parhnay ki himmat he nahi hoi.
 
haha q? itna kamzor dil na rakhen naa! baar baar prhen. mujhy amarbail boht achalga tha fantasy kam and reality ziada.
 
haha q? itna kamzor dil na rakhen naa! baar baar prhen. mujhy amarbail boht achalga tha fantasy kam and reality ziada.
Nahi yr, main aisi stories sirf ek baar he parhti hun, dosri baar nahi parhnay hoti.
jese Jis dhaj se koi maqtal mein gaya, Wardi wada aur wafayen, Amarbail.
mein ne yeh sab novel khareeday zaroor hain lekin sirf aik baar he parhay hain.
Saba lagta hai tumhara dil MALIK STEEL ka bana hua hai,
mazboot aur paidaar :p
 
Back
Top