Novel Mere Khwab Lota Do By Nighat Abdullah - Last Episode 22 - September 2013

@Ana Zai
haiqiqtein aisi hi talhk ho jati hain
zindagi youn hi booj ban jati hai
phir b achey dino ki umeed mein
raah k kantoo ko chun k
hathoo ko laho lohaan kar k
maazi ki talhk yaadoon ko jhutla k
apney ap ko sambhal k samjha k
k ye zindagi fani hai
mustaqbil ki taraf qadam braha detey hain..............
my words
Great words
 
Ufffffffffff
itna bura novel hai ye k mai bata nhi sakti
mere BP high ho raha hai es ko parhty huway :mad:
i agree :sad:
intehai confused story thi. saray he characters kabhi bilkul masoom bana deye jatay hain aur kabhi intehai zalim aur behis.
novel ki start ki episodes jo character masoom thay, mid mein wohi achanak selfish ban jatay hain aur next episode mein writer dobara unko masoom kehna start kr deti hain.
mujhe tu yehi samajh nahi aai ke akhir writer is novel se message kya dena chahti hain? :confused:
Nighat Abdullah jesi senior writer se aisay fazool novel ki bilkul umeed nahi thi. :grumpy:
Wo agar end mein na bhi btatin tu bhi humein yaqeen tha ke unhun ne is novel ki koi bhi story siray se sochi he nahi thi. in fact novel ki last episode aanay ke baad bhi mujhe yeh maloom nahi hai ke is novel ki story actually thi kya? :facepalm:
 
Ye nihayat hi Fazool story thi
Kuch different likhnay k Chakkar mai Writer ne ye b nhi soucha k wo Muqadas rishton ko pamaal kr rahi hai
Ek hi larky k sath 2 sisters ka engage hona............. Ufffffffffff :furious::mad:
Mostly Girls Novels se impress hoti hain
Aisi story hamari society ko tabah krny k liye kafi hai :giggle:
 
exactly, yehi haal sab characters ka tha. shamsheer sahab pehle gaon mein apne bachpan ki mohabbat ka soug mana rahay thay aur shehar aatay he kuch he arsay mein unhein Areeba se ishq ho gaya hai. Har character he confused hai. :confused:
aur sonay pe sohaga yeh ke abhi Nighat Abdullah iska sequel bhi likhnay ka irada rakhti hain.:facepalm:
 
@Emma Dil Kya.................??????????? :eek:
Ye Bad news >>>>>>>>>> :giggle:
Ya Allah Hamein Bacha Lein Plzzzzzzzzzzz :cry:
 
:giggle:
novel ke end pe Nighat Abdullah ka special note nahi parha aap ne?
Ek Khirki Khuli Hai Abhi ke title ke sath isi novel ka sequel likha jaye ga :bang head:
Nighat Abdullah apne saray dao paich ab isi novel pe aazmana chah rahi hain. :meh:
Mai ne bs last episode k last 2 pages hi bari mushkil se parhein hain :(
Or himmat nhi thi
Very bad ................ :eek!::thumbs down:
 
mein ne end aapke comment mein he parha hai wrna mein ne last 2 months se koi digest parha he nahi hai :giggle:
 
Back
Top