Pashto Poetry Che Ashna Ye Sitamgar (Khatir Afridi)

che ashna ye sitamgar shi no ba sa ka..
(Ho jaye Jis ka sanam simtamgar tu kia keya jaye)
che zakhmi souk pa zeegar shi no ba sa ka..
(koi ho jaye zakhmi-e- Jigar tu kia keya jaye)

intizar pa kooma shpa che da wisal kri..
(wasal ki raat ka jo bhe intizar karin)
ao che beltoon pre ra sahar shi no ba sa ka..
(Zalim zamana ajayr moun sahar tu kia keya jaye)

che tol umar k ye gham leedaley na v...
(Jo umar bar gham say be parwah rha ho)
bya che da gham sara ye sar shi no ba sa ka..
(aur hojaye uss ka gham he humsafar tu kia keya jaye)


che ye umer tol ter karey pa palang v..
(wo jis ne umar bar neend makhmali ki ho)
ao bya che zmaka ye bistar shi no ba sa ka..
(jab zameen ho aye uss k leye bister tu kia keya jaye)

ka deedan da yar moonday pa der hunar shi..
(jis ko didar bhe mumkin nazar nahi ata)
ao che ghamaz da cha rehbar shi no ba sa ka..
( aur us ka ghamaz ho rehbar tu kia keya jaye)

za KHATIR kho hamesha daghasey wayam...
(may KHATIR tu hamesha say yahi kehta hoon)

che ashna ye marawar shi no bya sa ka
(JAB roota he ho Dilbar tu kia keya jaye)

and kisi ko doctor ko bulane ya doctor k pass jane ki zaroorat nahi hay Pakistan web community he humara clinic hey
jiss ko kuch samjh may na aye tu barahe karam apne sathi say ya Pakistan web k senior member say rojoo kar sakhte hain

app loogon ke peyar aur khaloss ka aur sub say barr kar Pashto poetry ko parrne ke leye yahan tashreef aoori ka bohut bohut shukreya
 
Great JOB Bilal :)
thanx for translating :)

Waise Yahan tu mujhe koi doctor nazar nai araha :(
Aur JO HAIN wo b untrained hain ;)


pagal.gif
pagal.gif
pagal.gif
pagal.gif
kehte hain k NEEM HAKEEM KHATRA-e-JAAN
pagal.gif
pagal.gif
pagal.gif
pagal.gif
 
Back
Top