Islamic Poetry Hum Kaafiron Ke Kaafir, Kaafir Khuda Hamara by Allama Iqbal

Hum hain toheed e hasti wahid khuda hamara lyrics meaning, hum kafiron k kafir kafir khuda hamara explanation
iNnOCeNtbOy

iNnOCeNtbOy

Well-Known Pakistani
5
 
Messages
498
Reaction score
1,936
Points
176
Hum Hyn toheed-e-Hasti, Waahid Khuda Humara
Hum Kaafiron K Kaafir, Kaafir KhuDa Humara

By Dr. Allama Muhammad Iqbal

ہم ہیں توحید ہستی، واحد خدا ہمارا
ہم کافروں کے کافر، کافر خدا ہمارا

Toheed e Hasti Hum Hain, Wahid Khuda Hamara

Hum hain toheed e hasti wahid khuda hamara lyrics meaning, hum kafiron k kafir kafir khuda...
 
Assalam o aleikum brother

can you please also tell that in which book, speech or interview the Iqbal Rehmatullah Aleihi said these words.

Hum HyN tOheed-E-Hasti, Waahid Khuda Humara,
Hum Kaafiron K Kaafir, Kaafir KhuDa Humara

would be grateful

Regards,

See complete review along all others on the Couplet (شعر) Toheed e Hasti Hum Hain, Wahid Khuda Hamara page
 
Hum Hyn toheed-e-Hasti, Waahid Khuda Humara
Hum Kaafiron K Kaafir, Kaafir KhuDa Humara

bhai is me ek momin k bary me baat ki gai hy ...
momin kehta hy k k hum sirf ek khuda ko manny waly hain , jo k wahid hy koi dosra nahi.
agr is Amal ki tashreh ko kafir kehty ho to phr hum kafiron k kafir hi hain (kehny wala kafir us k mutabiq musalman ki tashreh ko kafir kaha gya) or kafir khuda khuda hamara . matlb hum sedhy rasty py hain tum chahy jo name do
 
KUFR ka meaning h INKAAR.
KAFIR kehte hn INKAAR krne wale ko.(Allah Taala ki wahdaniat ka inkaar krne wala KAFIR kehlata h)
HAM KAFIRON K KAFIR... its mean
ham Allah Taala ki wahdaniat ka inkaar krne walo ka inkaar krte hn or onhain nhi mante...
KAAFIR KHUDA HMARA... its mean
or hmara rabb bi on kafiron ka inkaar krta h...
"HAM KAFIRON KO NHI MANTE OR HMARA RABB BI ON KAFIRON KO NHI MANTA"

Thats All.
SHEHZAD SHAFIQ
SARGODHA.
 
Hum Hyn toheed-e-Hasti, Waahid Khuda Humara
Hum Kaafiron K Kaafir, Kaafir KhuDa Humara

bhai is me ek momin k bary me baat ki gai hy ...
momin kehta hy k k hum sirf ek khuda ko manny waly hain , jo k wahid hy koi dosra nahi.
agr is Amal ki tashreh ko kafir kehty ho to phr hum kafiron k kafir hi hain (kehny wala kafir us k mutabiq musalman ki tashreh ko kafir kaha gya) or kafir khuda khuda hamara . matlb hum sedhy rasty py hain tum chahy jo name do
bhai mai zra khd k words mai tashreh krta hoO
hum ek khuda yani allah ko manany wale hn jo k ek hai or jis ka koi saani nahi
or jou kafir hn hum kafir k kafir hn matlab kafir ka lafzi matlab hai inkaar krna mtlba allah ko inkaar krnay wala kaafir hai or hum allah say inkaar krnay wale kafir k kafir hai mean k hum kafir say inkaar krte hn matlab hum un kliye kaafir hve
kafir khuda hamara****
allah ta'ala sab say baray kafir hn es ka matlab yeah hai k agr koi insan ya koi znda mukhluq khudai ka dawa krti hn tu allah ta'ala inkaar krte hn qk haqeeqat mai allah he hamarey khuda humy paida krnay wale hn

Back
Top