Khaksari

Falak

Falak

Super Star Pakistani
I Love Reading
15
 
Messages
11,348
Reaction score
19,975
Points
1,236
upload_2018-1-31_5-2-24.png

@Recently Active Users @Recently Joined Users
 
Aik martaba aik ameerzada zameen par sakhti say akar akar chal raha tha. Aik mast qalandar nay uss ko toka, "kiyoon akar kar chal raha hai?"
"tu jaanta hhai main kaun hoon?" Ameerzaday nay ghroor say jawab diya.
"Haan main jaanta hoo.." Faqeer manish nay jawab diya, "Tu kiya hay, tairi haqeeqat hai keh tairi ibtida aik ganday paani kay lothray say hoi, aur tai inteha be qabar main keeroon ki korakh ban jaaeygi. Aur is waqt bhi tu apnay paith main korakh ki gandagi uthaey phir raha hai."
 
insan h hi srf yhi cheez lekin pta nhi q samjhta nhi h
jis din insan apni haqeqat sy bakhabar ho gaya us din dunia jannat ban jaye gi
 
insan h hi srf yhi cheez lekin pta nhi q samjhta nhi h
jis din insan apni haqeqat sy bakhabar ho gaya us din dunia jannat ban jaye gi
Apki bt thk ha but insaan apne haqeeqt ko paa ly ya duniya jahan k ilm hasil kr ly mgr duniya kbi jaant nhi bn sakty q k duniya main koi jaant jise chiz nhi ha sis duniya main hosna mashrt askti ha aisa hna pr but jaant is duniya main kehn pai nhi jati duniya imthanghaa ha sis tu anam jo k jaant ha akhart main bhala duniya main kaisa milskta ha yhn apki azmish maqsod ha anam akhart main mila ga najny hum log is lafani c zindge k amal sy is duniya ko jaant banana ki bt krta hn jb k mera Rab ul almeen ny aisa kch nhi kaha bilky humish kaha kjo iman lay gy nike amal kary gy unky leya mera pass akhart main bhatreen anam ha ALLAH ny kaha apny din ko duniya main nafiz kro me duniya ko aman ka ghawara bna du ga or ya b kaha tumhy zindge main azmon ga kbi tkatoo taj dy k kbi bhuk or aflas dy k kbi tu mera bndao har haal main mjy yad rkhna is duniya ki chamkdhamk main na khu jana.. mgr kehn b jannt ka lafz istml nhi keya ALLAH PAK ny agr jannt is duniya main insaan bna sakta sirf apne haqeeqt jan laina or nike hojny sy tu Ameerul Momineen zyda haqdar thy jb wo etne azmishon or takleefon bhari mosaft tha kr k gy hn jb un k leya ya duniya jaant nhi bni tu hum tu fyr gunhgar sy bnda hn ALLAH k mind mat kejiya ga sis pr ya jannt bn Jay age duniya ya bt na kah kry bcuz sometime bt bht chuti hoti mgr jana anjana main hum us bt ka mahfom bht glt bn jata ha insaan ko bs ya umeed rkhni chahya k duniya main nhi akhart main jannt zaroor bn Jay gae agr hum apne haqeeqt ko paa ly....
 
Back
Top