Hahahahahahaha khushnaseeb na kaaif bechara k mohbt py or Armanon py pani pheer deya isly hum aisa kah but tum dono @Diya Hassan@mrs fazal k kahna py baksh deta ha hum usko or lala @Abdullah Nazeer shukr kro tumhy Ashutimaaaaaa mil raha ha etna sunadaar k tum dkhta hi behush hojao gy etna nadar k log uska naam Sun k US samit tum sy daar daar k maar Jay gy or kya chahya tumko babo or kya chahya
Bhai @Abdullah Nazeer man jao na hamare yhn behne bhaiyon ki shadi me apne nikkah ka dress pahenti hain ab ek bhai ki shadi me me shadi shuda nhi thi or dosra yani abdullah naya naya 11 saal ka hwa hai us ki shadi tak tu mera dress old fashion ho jae ga ab bache tum ,,,,,man jao tu me sundar si tayar ho selfie lun gi ab batao ka kahat ho