Sakoon sirf Qabr mein: Twitter trolls Imran khan again

@Saad Sheikh bhai zahir jis ne mian wali ki garmi khaye he jahanum ki garmi or qabar ki sakhti us k liye kuch bhi nahi bAqaul khaan sab k

Meray pakitnioon sukon chahye tu Mar jaaao a msg by PM of pakistan 18 month men apni zero karkardgi ko abhi tak pichlooon par daaaal rahaa he . 70 saaal men 37 saaaal fauj rahi ir 33 saaaal andhi langri loooli jamhotiat , bhuto ko phansi benazir shaheed liaqat ai shaheed fatimaaa jinaah ghaddar or kia kia ginwaaon magar Mushraf ko sAza denay wali adalat he ghair qanooni 6 saaal case sunnay k baaad ,,, sab bolo subhaaaaan Allah
 

bhai zahir jis ne mian wali ki garmi khaye he jahanum ki garmi or qabar ki sakhti us k liye kuch bhi nahi bAqaul khaan sab k

Meray pakitnioon sukon chahye tu Mar jaaao a msg by PM of pakistan 18 month men apni zero karkardgi ko abhi tak pichlooon par daaaal rahaa he . 70 saaal men 37 saaaal fauj rahi ir 33 saaaal andhi langri loooli jamhotiat , bhuto ko phansi benazir shaheed liaqat ai shaheed fatimaaa jinaah ghaddar or kia kia ginwaaon magar Mushraf ko sAza denay wali adalat he ghair qanooni 6 saaal case sunnay k baaad ,,, sab bolo subhaaaaan Allah
Allah reham karay ham per, aur qabr ki sakhti aur azab say mehfooz farmaye.

Is nalaiq e azam nay kaha hai k 5 saal awam ko bhoolnay nahi day ga k kesa Pakistan isay mila tha yani koi umeed na rakhi jaye is say, is nay kuch theek nahi karna, bas pichlon per ilzam lagatay rehna hai. Magar is say zyada mujhay is k followers per hairat hai k kis tarah is ki nakamiyon nalaiqiyon ko defend kar rahay hein. Social media per aisay dheet logon ki kami nahi. Allah hidayat day, sahi aur ghalat ki pehchan day, ameen.

Asad bhai aaj bhi aamriyat hai aur aaj ham jis aamriyat ko deikh rahay hein yeh 70 saal may sab say bad-tareen aamriyat ki shakal hai jis may aamriyat nay jamhooriyat ka labadah aurh liya hai aur awam ko ullu banaya huwa hai.
 
نوکری کا مطلب لنگر خانہ مکان کا مطلب پناہ گاہ معیشت کا مطلب بھیک مانگنا سکون کا مطلب قبر

نیا پاکستان امیدوں کا قبرستان
So niazi apnay hisab say apnay waday pooray kar raha hai.. Nokriyon ka wada "Langar khanay" khol k poora kar diya. Makan denay ka wada "Panah gahein" day k poora kar diya. Maeeshat theek karnay ka wada bhi dost mulkon say bheek lay k aur IMF k hath may maeeshat day k poora kar diya.

Soch raha hoon kya waqai is qaum ki aankhon may dhool jhonkna itna asan hai?
 
@Saad Sheikh agreeee hidden aamriyat ziada khtrna he news channel sahafi social media activists or bhi jo bhi bolnay wala sb ki zuban bnd krwa di jati he kher Allah meray Pakistanion par reham farmaye Kashmir par to hum deal ker he chukay 150 din say ziada ho gia aaalmi duniya ko ye tak nahi dikha skty k kitna zulm ho raha he waha karfue men log bhook bemari say mar rahay hum ne 30 min kharay ho kar apna farz poora ada ker dia hamaray media ko dekh len kesa blackout he iss muamlay par un logon ko MNS K ALAWA kuch nazr nahi ata ;) mns cofee pe raha MNS markete men hahahaha

Ye dekh sab bikao sahafion ko ek he topic de ker kia post kernay ko kaha jata
Sab ka ek he tweeet ek he txt
B20310A3-FBBE-44D3-82D3-7EA30DE21D65.jpeg
 
i believe he is doing good so far
Maybe doing good for his own, but nobody else.
the whole world pays tax...petrol is expensive everywhere...no one is looking at the bigger picture...if pakistan was run like this from the begining we would not have been in so much mess....how does anyone expect 73 years mess to be cleaned overnight...NO NO NO NO....:cry::cry::cry::cry::cry::cry::cry::cry::cry:
ایسےکردار جن کی زبان سے (عمران خان کی تبدیلی کی چاہ میں) کوئی بھی محفوظ نہیں رہا۔ آج وہ بھی آہ و فغاں کررہےاورخان سےشکوہ کناں ہیں۔


veena malik tweet.jpg


amir Liaqat tweet.png


anwar lodhi tweet.jpg


anwar lodhi tweet2.jpg


Asia bank report against pakistan.jpg


دنیا میں اگر مہنگائی ہوتی ہے تو وہاں اس سے نمٹنے کے مواقع بھی فراہم کئے جاتے ہیں، وہاں کی حکومتیں روزگار کا ماحول اور مواقع دیتی ہیں، وہاں تعلیم ہے، پڑھے لکھوں کیلئے نوکریاں ہیں، علاج کی سہولتیں ہیں، غریبوں کیلئے سرکاری وظائف ہیں۔ لیکن پاکستان کی حکومت جبری ٹیکس لینے کے بعد کیا دیتی ہے عوام کو؟ نہ تعلیم ، نہ روزگار، نہ کاروبار ، نہ گھر بار، نہ وظائف، نہ صحت کی سہولتیں۔ وزیر مشیر عیاشیوں اور پروٹوکول کو انجوائے کرنے میں لگے ہیں، عوامی مسائل حل کرنے کے بجائے صبح شام اپوزیشن کے خلاف انتقامی کاروائیوں اور پریس کانفرنسوں اور ٹی وی چینلوں پر بڑھکیں مارنے میں لگے رہتے ہیں۔ عمران خان کی حکومت نے پہلے سے چلتے کاروبار بھی ختم کردیئے، دوائیاں غریب کی پہنچ سے دور کر دیں۔ بجلی گیس پانی کے بل کئی گنا زیادہ کر دئیے۔ نئی نوکریاں کیا دینی تھی پرانی نوکریاں بھی چلی گئیں اور مہنگائی ہر روز بڑھ رہی ہے ایسی کون سی آگ لگ گئی ہے ملک میں کہ گندم پیدا کرنے والے ملک میں آٹا لینے کیلئے قطاروں میں لگنا پڑ رہا ہے اور قیمت بارہ سو روپے پر چلی گئی۔ بیس روپے والا ٹماٹر تین سو تک چلا گیا، بےشمار ایسی چیزیں گنوا سکتا ہوں۔ یہ صرف مخالف لوگوں کی باتیں نہیں پی ٹی آئی کے اپنے لوگ بول رہے ہیں۔
 
روٹی امیر شہر کے کتوں نے چھین لی۔
فاقہ غریب شہر کے بچوں میں بٹ گیا۔

چہرہ بتا رہا تھا اسے مارا ہے بھوک نے۔
حاکم نے یہ کہا کچھ کھا کے مر جا تجھے قبرمیں بڑا سکون ملے گا

Sell Gold.jpg
 
Back
Top