sTRanGEr

Modern Co-Education System of Pakistan or *ex Nurseries???

  • sTRanGEr
Once it was a time when our Pakistan school and universities use to produce successful scientists sportsman doctor for nation
when kids and boys took participate in different sports activates but now its likes a past scene
But today every one is going to education center in evening its good but every body knows the main purpose behind this regularity to study or meet with your loved one there.
  • Like
Reactions: Silent Voice
Muntsha Khan
Ye Hai Humri Youth.....................??????blank....!!! :(:(:(
 
sTRanGEr
hmein khd ko badlna ho ga...
hm in cheezon ko jtna mrzi bura smj lein, in k khilaf batein kr lein.. pr jb yehi cheezein hm khd krte hn to in ko enjoyment ka nam de dete hn.....
Always remember i m muslim...by chance muslim not by choice... agr choice krni prti to hmare liye kitna mushkil hota.... shayad hmein rah e haq ka pta e na chalta... ab pta hone k bavjod hm glt kam krte hn..
 
Silent Voice
sb kahan kerty hein je.........ab aisi bhi baat nahin,...hum bhi Co keh Dhakey kha chukey hein..sanu tou kujh nahin hua...jinka apna Qibla dursat nahin hota na wo dusrey Qibley takk'tey rehty hein..so pehlay apna Qibla her koii teak ker lay..sb ko aa samajh jaani hai phir...nice sharing
 
nasiraleem1
darasal hum school nahi chala rahy business kar rahy hai
 
Tausif Mughal
darasal hamaray school hi tik nahi hain deen ka naam per kuch bhi nahi parhatay aur jab hum deen say door hongay tu aisa hi ho ga
 
eaglehdr
kuch baaten is video k baare mn:
1) jo pic isme bar baar dikhae gae k kuch girls scarf mn chemical equipments hath mn liye hue hen... wo pic Pakistan ki nae he..q k jesa uniform dikhaya .. esa yhan govrmnt skools mn hota he ... or govt. skools ka to haal ap sb ko pta he.

2) Madarsas: pakistan mn aj b bht saare madarsas hen jo apna routine work krte hn jese unke krne ka mission he!!! srf logo ki tawajja nae he..... banned hone wale madarsas zyada tar... afghan border se connect hone wale madarsas ko bann kya gya.. q k wha religious activities ko EXTREMISM mn convert kya ja rha tha. ta k american invasion ka pakistani peoples se badla lya jaa ske.. jesa k ajkl sb hi dekh rhe hn..

3) jo modern skools apne video mn dikhae.. mostly punjab k hen.. or ap is baat se andaaza lga skte hn k interior sind balochistan, or KPK k log (by clothes) ese ho nae skte.... or agr karachi ki video he b to defence jese are ki hogi k jahan carorpati log rhte hn...

5) LAST baat... larkiyo k baare mn khaas tor pr k ... JB KOI BAAP APNI BETI KO BEGHRE PARDE K GHR SE NIKALNE DE SKTA HE,,, TO WO LARKI.... KSI B TIME PE TAMEEZ KI HAD SE b nikal skti he....
 
eaglehdr
1 waqia share krna chahunga... : 1 dfa Hazrat Muhammad(s.a.w.w) masjid mn sahaba(r.a) se khitab kr rhe the.. to unho ne 1 sawal poocha... 1 ORAT K LYE SAB SE ACHI BAAT KYA HE????
us nashist k baad Hazrat Ali(a.s) Huzoor (s.a.w.w) k paas aae or kaha " YA Rasoolullah(s.a.w.w) ap k sawal ka jwab he k orat k lye sb se achi baat ye he k NA WO KSI NA-MEHRAM MARD KO DEKHE... NA KOI NA-MEHRAM MARD USE DEKHE"

Rasoolullah ne poocha..." Ali kya ye tmhara jawab he??"

farmaya " Nahi... ye Fatimah(s.a) ka jawab he"

(note: ye waqia mene apni yaddasht se naqal kiya he...words aage peeche ya change ho skte hn)
 
dilawiz
agar hum europe ki jaggah islam ko apna model bana lain tu ye sab na humain kiyun nahi samajh aati k nijat sirf islam mein hai deen mein or dunya mein bhi.agar ye sab just for enjoyment hai tu bhi experiment kar k dekh lain is sab k baad bhi sukoon nahi milta jitna meaning k saath quran parh kar milta hai.yeh mera experience hai ap bhi kar k dekhain.
 
dilawiz
agar hum europe ki jaggah islam ko apna model bana lain tu ye sab na humain kiyun nahi samajh aati k nijat sirf islam mein hai deen mein or dunya mein bhi.agar ye sab just for enjoyment hai tu bhi experiment kar k dekh lain is sab k baad bhi sukoon nahi milta jitna meaning k saath quran parh kar milta hai.yeh mera experience hai ap bhi kar k dekhain.
 

Media information

Category
Pakistani Media
Added by
sTRanGEr
Date added
View count
4,345
Comment count
11
Rating
0.00 star(s) 0 ratings

Share this media

Back
Top