Yeh hamaray mashray ka itna karwa sach hay jo muchay to hamaisha rulata hay
I cant understand why these people r not treated likehuman beings Allah kabhi muchay toufiq day or main in kay liay kuch kar sakon i know main aisa sirf soch sakti hon agar practically zara bhi koshish karon to shaid meri apni family hi mera bycott kar day
@doctorabidasajid ..kuch hamrai kotaahiyaan ,kuch government ki ghair zimmadaariyan ,kuch in ki apni kotahiyaan bus in kai huq mai inkai huqooq kai barai ma seminars honai chaheyai .inhai taleem aur dusrai shoabo mai hissa daina chaheyai .inhai ALLAH ki makhlooq samjh kar inkai differences ko nishaana nahi banaana chaheyai. bus deeni elm ki kami hai aur hamarai muashrai kai farsooda rewayaat ki bohtaat hain .