The Castes In Pakistan

han g janab mangla hazir hy or koi hukm...and me alhamdulillah a muslim..... for ur information.....Taunsa, dera ghazi khan, rabwah, lodhran, bahawalpur, sargodha, dera ismael khan, peshawar, toba tek singh.aur to aur india main bhe bht ziada manglay hain. Delhi k sath aik city jiska name palwal hain. Wahan bht hain.aur haryana main bhe.
 
Hmm tou kya Awan ko aik caste shumaar kiya jaye ga ya Malik hi likhna kafi hoga?

Jannab malik ek laqab ha ..pata nhi q log history nhi parhty hen teek use tarha jiss tarha khan ek laqab he jo turkey language ka Ward ha ajj b turky me jo fouji bahaduri ka kam krta he use khan ka laqab millta he mugals k time me ye alag alag caste ko laqab milty thy British k door me hi malik laqab ek awan family ko milla tha Pakistani punjab me...to un sy jo log thy wo malik lagaty hen..khan bahaduri par laqab dya jata tha q k sub mugal Turkish thy yaha
 
Back
Top