The Castes In Pakistan

MALIK sirf 1 laqab hai koi cast nhe hai cast Awan hai jin ko Laqab mila hai Malik R khan ka na Malik koi cast hai na khan koi cast hai ye sirf laqab hai aj kl logu ko pta he nhe hota un ke cast kya hai Koi Malik r khan bna hua agy kuch poachu to khak pta nhe hota is lea apbi history k bary mai apny buzargu sy mukamil malomat leni chye
 

Back
Top