aj ki choti c baat

bt tu thk ha mgr badua humisha us insaan ki lagti ha jis k sath ap zulam kro nahaq kise ki baddua b nhi lagti my dear dua ki banisbat ALLAH pak badua har insaan ki lagna nhi yahn b ALLAH insaaf ka qail ha or maa baap k sewa koi sucha dil sy dua nhi krta so unki or bazurgo ki zyada sy zyda dua laine chahay or badua tu log me ny papers main cheating na krwna py deta dkha ha ... or last bat apna leya dua khud krna main jo maza ha wo maza kise chiz main nhi apko ALLAH bht lotaf or sakoon deta ha jb ap momkal ajazi sy mangta ho or maa baap ki duaony tu abara rahamt chahya ulad kitne gandi ho barsti rahti hn ... it's my point of view hope you never mind
 
Hajjaj Bin Yousuf kay zamany main kuch MUSTAJABUD DUA log thay (kiyun keh unho nay kabhi haram ka luma nahin khaya tha), Hajjaj Bin Yousuf ko uss kay mushiroon iss taraf tawajjah dilai. uss nay kaha koi baat nahin, aik dawat-e-ta'am (feast) rakhi aur inn "mustajaabud Dua" hazraat ko bhi dawat di. Ye log aaey aur khana khaya. Hajjaj Bin Yousuf nay apnay mushiroon say kaha, IN LOGON NAY AIK ZALIM KAY DASTAR KHAWAN PAR KHANA KHA LIA HAY, ABB IN KI KOI DUA -BDDUA QABOOL NAHIN HOGI.

@Rosaline @sahrish khan
 
@sahrish khan @Mishaikh aap ki baten bilkul theek but mjhy aik waqiya yad aa raha usi waja se me ne ye post ki i think incmplt post howe mjh se sory mjhy theek se waqiyat yad nhe rehty but i want to share keh aik br ALLAH Pak ne Hazrat Musa(A.S) se farmya!
Aey Musa! ager aap ye chahty ho keh aap ki Dua qabol ho to us zabn se Dua kro jis se kbhi aap ne gheebat ya burae na ki ho aor aisi zabn se mangi gai Dua zrur qabol ho gi.
Hazrat Musa heran howay keh Ya ALLAH me to gunahgar hun mgr wo behtreen dua me kesy krun jo qabool ho gi
phr ALLAH Pak ne Farmya logoon ki zabn se apny liye Dua krao kiyun keh un ki zabn se aap ne koi burae beyaan nhe ki.... aor lougon ki zabn aor dilo se Duaeen tab niklen gi jab wo aap kay amaal se khush hun ge mtlb un kay sth naiki aor bhalai karo aor bddua na leny ka mera yahan ye mtlb tha keh koshish kren hmry hath,paon,aor zabn kay amaal se kisi ko koi dukh ya takleef na pahunchy takeh phr koi majbur ho kr hmen ah ya bddua na dy.baki ALLAH Pak behtr janty hein :)
 
Back
Top