Benefits Walk Walk karnay ka Tarika aur Fayde (Benefits) in Urdu

Harry Potter

Harry Potter

Well-Known Pakistani
5
 
Messages
248
Reaction score
305
Points
191
fitness-walking-family.jpg


Health Benefits of Morning Walk - Subah Ki Sair Ke Fayade
  • Subah Ki Sair Karne Se Ghair zaroori Charbi (Unnecessary Fat) Ghat Jati Hai.
  • Yah Motapa Ghatane (Weight Loss) Ke Liye Sabse Kargar Hai.
  • Subha ki Sair Karne se Sharir / Jism / Body k pathay (Muscle) Mazboot Bante Hain.
  • Lung Ko Taza Hawa (Pure Air) Milti Hai, Jis se Aapka Khoon Bhi Taza Hota Hai or Jism Ko Takat Milti Hai.
  • Agar Subah Ki Sair Hari Ghass Par Nange Pair (Barefoot) Ki Jaye to Aankhon Ki Roshani Bhi Badhti Hai.
  • Subah Ki Sair Tanao (Stress) Door Karne Me Bhi Helpful Hoti Hai.
  • Blood Pressure, Diabetes jesi bimariyon Main Bhi Subah Ki Sair faide mand (Profitable) Hai.
 

Warning point issued for not following posting guidelines.
This is a very good blog. Thank You for sharing.
 
Back
Top