Content tagged with Adeem Hashmi Poetry

Adeem Hashmi (born; 1 August 1946 - 5 November 2001) (Urdu: عدیم ہاشمی) was a Pakistani poet, writer and playwright.

View More On Wikipedia.org
  1. Aadil Jahangeer

    Ghazal Zindagi Sirf Isi Dhun Main Guzaray Jayen..By Adeem Hashmi

    Zindagi sirf isi dhun main guzarey jayen, Bass tera naam, tera naam pukare jayen, Jab ye tay hai ke yahan koi nahin aye ga, Kis ki khatir dar-o-deewar sanware jayen, Aik tujh tak na pohanch paye mere dard ki aanch, Aasman tak to mere gham k sharaare jayen, Jab mulaqat na thi tab to koi baat...
  2. nizamuddeen

    Ghazal Bara Weeran Mosam (By Adeem Hashmi)

    baRa weeran mosam hay kabhi milnay chalay aao har ek janib tera gham hay kabhi milnay chalay aao humara dil kisi gehri judai kay bhanwar main hay humari aankh bhi nam hay kabhi milnay chalay aao meray humrah agarche door tak logoN ki ronaq hay magar jesay koe kam hay kabhi milnay chalay aao...
  3. Asad Rehman

    Ghazal Ek Sadma Sa Hua Ashk Jo Is Bar Giray By Adeem Hashmi

  4. Asad Rehman

    Ghazal Piyar Wo Bhi Tu Karay, Wo Bhi Chahay Gaahay By Adeem Hashmi

    Adeem Hashmi piyar wo bhi tu karay , wo bhi tu chahay gahay aa wo bhi tu bharay , wo bhi karahay gahay adl thora sa tu ay aadil-e-waada shiknaaN ehd wo roz karay aur nibhahay gahay lay hawalay teray kar de ta'aluq ki kaleed yaad kar roz usay , mill usay gahay gahay nar sa noor bhi ho ...
  5. Asad Rehman

    Ghazal Heran Hon Zindgi Ki Anokhi Urdan Par By Adeem Hashmi

    Adeem Hashmi heran hon zindgi ke anokhi urdan par paon zameen par hein , mizaj aasman par aata nahi yaqeen kisi zubaan par badal ka ho raha he guman badban par kirnoon kay teer chalnay lagay hein jahan par betha hua he kaun falak ki machaan par ye zakhm tu mila tha kisi aur say mujhay...
  6. Asad Rehman

    Ghazal Kaha Sathi Koi Dukh Derd Ka Tayyar Kerna Hay? By Adeem Hashmi

    Kaha Sathi Koi Dukh Derd Ka Tayyar Kerna Hay? Jawaab Ayaa Kay Ye Derya Akailay Paar Kerna Hay Kaha Her Rasta Baksha Hay Na-hamwar Kyun Mujh Ko? Jawaab Aya Her Rasta Tujhay Hamwar Kerna Hay Kaha Kiya Taigh Uthani Hay GHaneemoon Nay Ghaneemoon Per? Jawaab Aya Kay Yaroon Nay Bhee Chup Chup Kay...
  7. Asad Rehman

    Ghazal Kyun Udaas Hain Shajar, Aye Adeem Hashmi?

    kyun udaas hain shajar, aye Adeem Hashmi? kaun le gaya samar, aye Adeem Hashmi? taish, aur is qadar?! aye Adeem Hashmi? kuch Khuda ka khauf kar! aye Adeem Hashmi jab woh jaa chuka kahin, jab woh aayega nahin kyun khula hua hai dar?! aye Adeem Hashmi teri sab musaaften, kis ke kaam aayengi...
  8. Asad Rehman

    Ghazal Pathar He Teray Hath Mein Ya Koi Phol He By Adeem Hashmi

    pathar he teray hath mein ya koi phol he jab tu qabool he , tera sab kuch qabool he phir to ne day diya he nia faasla mujhay sar par abhi tu pichli musafat ki dhool he tu dill pay boojh lay ky mulaqat ko na aa milna he is tarha tu bicharna qabool he tu yaar he tu itni kari guftago na...
  9. Asad Rehman

    Ghazal Us Ne Kaha K Hum Bhi Kharedar Ho Gaey By Adeem Hashmi

    us ne kaha k hum bhi kharedar ho gaey biknay ko saray log he tayyar ho gaye us ne kaha k ek wafa dar chahye saray jahan k log wafa dar ho gaey us ne kaha kkoi gunehgar he kahan jo parsaa thay saray gunahgar ho gaey us ne kaha k kaash koi jangju milay apas mein yar bar sar-e-pekar ho...

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top