hum ba hr hal dilo jaN say tumharay hotay
tum bhi ik aadh ghari kaash hamaray hotay
aks pani mein muhabbat kay utaray hotay
hum jo bethay hoay , dariya k kinaray hotay
jo mah-o-saal guzaray hein bichar kar hum ne
wo mah-o-saal agar saath guzaray hotay
kia abhi beech mein dewaar koi...
phir judae , phir jiay, phir mer chalay
lekin apnay dill ki jhooli bhar chalay
bardh rahi hein khuwahshein dil ki taraf
jesay hamlay kay liye lashkar chalay
intizar aur intizar aur intizar
kesay kesay marhalay sar kar chalay
zindgy sari guzari iss tarha
jiss tarha rassii pay bazi gar...
shab-e-hijran thee jo basar na hoe
warna kis rat ki sahar na hoe
esa kia jurm ho gia hum say
kion mulaqat umer bhar na hoe
ashk palkon pay mustaqil chamkay
kabhi tehni ye bay samar na hue
teri qurbat ki roshni ki qasam
subah aye magar sahar na hue
hum ne kiya kiya na kar kay dekh...
Fasiley aisey hun gey, ye kabhi soocha na tha
Samne beetha tha mere aur woh mera na tha
Khud par charha rakha tha tan pe ajnabiyat ke gilaaf
Warna kab ik dosrey ko hum se pehchana na tha
Raat bhar pichli hi ahat kaam mein ati rahi
Jhaank kar deekha gali mein, koi bhi phirta na tha
Ye sabhi...