Content tagged with Ahmad Faraz Poetry

Syed Ahmad Shah (Urdu: سید احمد شاہ‎), better known by his pen name Ahmed Faraz, (Urdu: احمد فراز‎ 12 January 1931 – 25 August 2008) was a Pakistani Urdu poet, scriptwriter and chairman of Pakistan Academy of Letters. He wrote his poetry under pseudonym Faraz. During his lifetime, he criticised military rule and coup d'état in the country and was displaced by the military dictators. He was awarded the Sitara-i-Imtiaz and Hilal-e-Imtiaz. On 25 August 2008, he died in Islamabad, and later Government of Pakistan conferred Hilal-e-Pakistan posthumously upon Faraz for his contribution to poetry and Urdu literature.

View More On Wikipedia.org
  1. oodia ali

    Ghazal Ranjish Hi Sahi Dil Hi Dukhane Ke Liye Aa

    ranjish he sahi dil he dukhanay k liay aa aa phir se mujhe chhor k janay k liay aa kuch to mere pindaar e muhabbat ka bharam rakh too bhi to kabhi mujh ko manany k liay aa pehle se mrasim na sahi phir bhi kabhi too rasm o reh e dunia he nibhanay k liay aa kis kis ko btaen gay judai ka...
  2. Muntsha Khan

    Nazm Wahima! Tu Har Ek Baat Pe Hans Deti Hai By Ahmed Faraz

    Wahima Tu Har Ek Baat Pe Hans Deti Hai Aur Mai Soch Mai Par Jata Hun Yeh Teri Saada-O-Masoom Hansi Aankh Ki Bhool, Sama’at Ka Fasoon Teri Aadat, Tera Andaaz Na Ho Be-Takalluf Tere Honton Ki Chatak Meri Khush-Fehmi Ka Ejaaz Na Ho Mai Saraabon Ko Bhi Dariya Samjhun Tu Faqat Shauq Ki Parvaaz Na Ho...
  3. Silla Shah

    Ghazal Wohi ishq jo tha kabhi junoon usay rozgar bana diya

    وہی عشق جو تھا کبھی جنوں اسے روزگار بنا دیا کہیں زخم بیچ میں آگئے کہیں شعر کوئی سُنا دیا وہی ہم کہ جن کو عزیز تھی در ِ آبرو کی چمک دمک یہی ہم کہ روز ِ سیاہ میں زرِ داغ ِ دل بھی لُٹا دیا کبھی یوں بھی تھا کہ ہزار تیر جگر میں تھے تو دکھی نہ تھے مگر اب یہ ہے کسی مہرباں کے تپاک نے بھی رلا دیا...
  4. D

    Nazm Ab Kis Ka Jashn Manatay ho, Us Dais ka Jo Taqseem Huwa (Ahmed Faraz)

    اب کس کا جشن مناتے ہو، اس دیس کا جو تقسیم ہوا اب کس کے گیت سناتے ہو، اس تن من کا جو دونیم ہوا اس خواب کا جو ریزہ ریزہ ان آنکھوں کی تقدیر ہوا اس نام کا جو ٹکڑا ٹکڑا گلیوں میں بے توقیر ہوا اس پرچم کا جس کی حرمت بازاروں میں نیلام ہوئی اس مٹی کا جس کی حرمت منسوب عدو کے نام ہوئی اس جنگ کو جو تم...
  5. Murtaza

    Ghazal Faraz Tujhko Na Aaein Muhabtein Karni

    ye kiya ki sab se bayan dil ki haalaten karni Yeh kya ke sab se bayaaN dil kii haalatein karni 'faraz' tujh ko na aayeen mohabbatein karni yeh qurb kya hai ke tu saamne hai aur hamein shumaar abhi se Khudaai ke sa'atein karni koi khuda ho ke patthar jise bhi ham chaahein tamaam umr usi kii...
  6. Silent Voice

    Ghazal Saamnay Us Kay Kabhi Uski Sataesh Nahi Ki By Ahmad Faraz

  7. Murtaza

    Nazm Itni muddat baad milay ho! (Poet: Ahmed Faraz)

    Itni muddat baad milay ho! Kin sochon mien gum phirtay ho? Itnay khaif kion rahtay ho? Her aahat say darr jatay ho Taiz hawaa nay mujh say poocha Rait per kia likhtay rahtay ho? Kaash koi hum say bhi poochay Raat gaye tak kion jagay ho? Mien darya say bhi darta hon Tum darya say bhi...
  8. Akaash

    Ghazal 'Faraz' ab koi saudaa koi junuN bhi nahi

    'Faraz' ab koi saudaa koi junuN bhi nahi magar qaraar se din kaT rahe hon yuN bhi nahi lab-o-dahan bhi mila guftagu ka fan bhi mila magar jo dil pe guzaratii hai wo sakuN bhi nahi merii zubaaN ki luknat se bad_gumaaN na ho jo tu kahe to tujhe umr bhar miluN bhii nahi 'Faraz' jaise...
  9. Akaash

    Ashaar Funny Poetry Woh hamaen kaafir kehte hain to kehte rahen, Faraz

    Woh hamaen kaafir kehte hain to kehte rahen, Faraz, Ami kehti hain, jo kehta hai wohi hota hai
  10. D

    Ashaar Zabt Lazam Hay Magar Dukh Hay Qiyamat Ka Faraz

    zabt lazam hay magar dukh hay qiyamat ka faraz zalim ab k bhi na roay ga tu mar jae ga
Back
Top