Content tagged with ahmad nadeem qasmi poetry

  1. Asad Rehman

    Ghazal Teray gesu ki shikan yad aye By Ahmad Nadeem Qasmi

    شام کو صبح چمن یاد آئی کس کی خوشبوئے بدن یاد آئی جب خیالوں میں کوئی موڑ آیا تیرے گیسو کی شکن یاد آئی یاد آئے ترے پیکر کے خطوط اپنی کوتاہیٔ فن یاد آئی چاند جب دور افق پر ڈوبا تیرے لہجے کی تھکن یاد آئی دن شعاعوں سے الجھتے گزرا رات آئی تو کرن یاد آئی احمد ندیم قاسمی @Recently Active Users @Veer
  2. Areeba Zahra

    Life Poetry Agar Hai Mout Mein Kuch Lutf By Ahmed Nadeem Qasmi

    Ahmad Nadeem Qasmi Poetry, Urdu Shayari | Pakistan Social Web
  3. Asad Rehman

    Ghazal Tujhay Izhar E Muhabbat Say Agar Nafrat He

  4. Asad Rehman

    Nazm Kaun Sunay By Ahmad Nadeem Qasmi

  5. M.W.Anjum

    Ghazal Husn-E-Yezdaan Se Tujhe Husn-E-Butaan Tak Dekhun By Ahmad Nadeem Qasmi

    Tujhe kho kar bhi tujhe paauN, jahaaN tak dekhuN Husn-E-yezdaaN se tujhe husn-E-butaaN tak dekhuN Tu ne yuN dekha hai jaise kabhi dekhaa hi na tha Main to dil mein tere QadmoN ke nishaaN tak dekhuN Faqat is shouq mein poochhi haiN hazaaroN baateiN MaiN tera husn, tere husn-E-bayaaN tak...
  6. M Shah

    Ghazal Ye Kya K Ishq Karoon Paas-E-Aabroo Na Karoon By Ahmed Nadeem Qasmi

    Ye Kya K Ishq Karoon Paas-e-Aabroo Na Karoon Main Tujh Ko Kho K, Khuda Ki Bhi Justuju Na Karoon Main Intezaar-e-Tuloo-e-Seher Mein Jeeta Hoon Main Apna Chaak-e-Girebaan Kubhi Raffu Na Karoon Tu Sirf Jism Nahi Hai, Waraa-e-Jism Bhi Hai Main Tujh Ko Paa K Bhi Kiyun Teri Aarzoo Na Karoon ? Ghaiyoor...
  7. Asad Rehman

    Ghazal Diyar-E-Ishq Ka Ye Hadisa Ajeeb Sa Tha By Ahmad Nadeem Qasmi

    diyar-e-ishq ka ye hadisa ajeeb sa tha rukh-e-raqeeb pay bhi par taw-e-habib sa tha firaq zakhm sahi , kam na thee jaraha-e-wasl muaniqa meray mehboob ka saleeb sa tha teray jamal ki sarhad say kibria ka muqam bohat qareeb tu kia tha , magar qareeb sa tha suni he mein ne...
  8. enter10

    Ghazal Tang Aa Jate Hain Derya Jo Kohistanoo Mein By Ahmed Nadeem Qasmi

    tang aa jate hain derya jo kohistanoo mein saans lainay ko nikal parrte hain maidanoo mein khair ho dasht nawerdan-e-mohabat ki k ab shehr bastay chale jatte hain beyabanoo mein kown tareekh k is sidaq ko juthlaye ga ,.. khair-o-sher donoo moqyed rehye zindanoo mein maal chori ka jo...
  9. Asad Rehman

    Nazm Tzaad By Ahmad Nadeem Qasmi

    tzaad kitnay kooson pay ja basi he tu mein tujhay soch bhi nahi sakta itna bebas hon , teri soch ko mein zehan say noch bhi nahi sakta mujh say tu door bhi he , paas bhi he aur mujhay , ye tzaad raaas bhi he Ahmad Nadeem Qasmi
  10. Snaya

    Ghazal Wo Koi Aur Na Tha By Ahmed Nadeem Qasmi

    wo koi aur na tha chand Khushk patte the shajar se tut k jo fasl-e-gul pe roye the abhi abhi tumhain socha to kuch na yad aya abhi abhi to ham ek-dusare se bichre the tumhare bad chaman par jab ik nazar dali kali kali main Khizan k chirag jalate the tamam umr wafa ke gunahgar rahe ye aur bat...

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top