Content tagged with Amjad Islam Amjad Poetry

Amjad Islam Amjad, PP, Sitara-e-Imtiaz (Urdu: امجد اسلام امجد) (born 4 August 1944) is an Urdu poet, drama writer and lyricist from Pakistan. The author of more than 40 books in a career spanning 50 years, he has received many awards for his literary work and screenplay for TV, including Pride of Performance and Sitara-e-Imtiaz (Star of Excellence) Awards.

View More On Wikipedia.org
  1. enter10

    Nazm Be'Nigaah Aankhoon Sy Dekhty Hyn Parchy Ko By Amjad Islam Amjad

    Be'nigaah aankhoon sy dekhty hyn parchy ko Be'khayal hathoon sy Un'buny sy lafzoon pr ungliyan ghumaty hyn Ya sawal'namy ko dekhty he jaty hyn Hr tarf kan'akhiyoon sy bach bacha k takty hyn Dusaroon k parchy ko raahnuma samjhty hyn Shayad es tarhaa koi rastaa he mil jaye Be'nishaan jawaboon ka...
  2. Asad Rehman

    Ghazal Ye Dasht E Hijer Ye Wehshat ,Ye Sham K Saye By Amjad Islam Amjad

  3. Asad Rehman

    Nazm Ek Kamra-E-Imtihan By Amjad Islam Amjad

    amjad islam amjad Ek Kamra-e-imtihaan be nigah ankhon say dekhtay hein parchay ko be khial lafzoN par , unglia ghumatay hein ya sawal namay ko dekhtay he jatay hein har taraf kun akhion say bach bacha k taktay hein dosron k parchooon ko rahnuma smjhtay hein shayed is tarha koi rasta he...
  4. Asad Rehman

    Nazm Khilonay ,,, By Amjad Islam Amjad

    Khiloonay Amjad Islam Amjad khilon ki dukaon mein khilonay he khilonay hein hazaron rang hein in kay , hazaron roop hein inkay kabhi hanstay , kabhi rotay , kabhi naghmay sunatay hein chamkti motron mein anay walay khush libas-o-khush numa bachay jidher dekhein jahan par hath rakh dein...
  5. Aadil Jahangeer

    Nazm Shaayar"By Amjad Islam Amjad

    Kaise kaari'gar hain ye....! Lafz kaat'tay hain or Seerhiyaan banatay hain! Kaise ba'hunar hain ye! Gham k beej botay hain Or dilon mai khushiyon ki Khaitiyaan ugaatay hain! Kaise chaara'gar hain ye! WaQt k samander mai Kashtiyan banatay hain,,, Aap doob jatay hain....
  6. Aadil Jahangeer

    Ghazal Karta Hun Jamaa Mai To Bikharti Hai Zaat Aur..Amjad Islam Amjad

    Karta Hun Jamaa Mai To Bikharti Hai Zaat Aur.. Baqi Hai Kitni Ae Mere Maula, Yeh Raat Aur Leti Hai Jalti Shaam Bhi Bujhne Mai Kuch To Waqt Hai Aadmi Sa Koi Kahan Be-Sabaat Aur Selaab Jese Leta Hai Deewar Ke Qadam Karta Hai Gham Bhi Dil Se Koi Vaardaat Aur Yun To Hazoor-E-Paak(Saw) Ke Laakhon...
  7. kuku20

    Sad Poetry Hum Log Naa Thay Aisy By Amjad Islam Amjad.

    Hain jaisy nazar aaty. Ay waqt gawahi day. Hum log na thay aisay. Ye shahar na tha aisa. Yeh roog na thay aisay. Deewar na thay rastay. Zindan na thee basti. Aazar na thay rishtay. Khaljan na thee hasti. Youn Mout na the sasti. Yeh aj jo soorat hai. Haalat na thay aisay. Youn ghair na thay...
  8. kuku20

    Ghazal Umar Bhar Ki Kamai By Amjad Islam Amjad

    Wo jo ik khuwab si raat the. Mary bakht main Yohi ik pal main guzar gai. Wo guzar gai to pta chala. Wohi ik kam ki cheez the. Mare zindagani kay Rakht main.
  9. kuku20

    Ashaar Jitnay Mosam Teray Sath Guzray By Amjad Islam Amjad

    Jitnay mosam teray sath guzray. Najanay teray wastay un ki soorat hai kya. Jo tujha yad kartay hain un k liya. ab khizan ka siva koi mosam nhi...
  10. Asad Rehman

    Ghazal Dastak Kisi Ki He K Guman Dekhnay To De By Amjad Islam Amjad

    Amjad Islam Amjad dastak kisi ke hay k guman dekhnay tu de darwaza hum ko tez hawa, kholnay tu de apnay laho ke taal pay khuwahish k mor ko , ay dasht-e-ehtiyat kabhi nachnay tu de sauda he umer bhar ka , koi khel tu nahi ay chashm-e-yaar , mujh ko zara sochnay tu de us harf-e-kun ke...
Back
Top