Content tagged with Amjad Islam Amjad Poetry

Amjad Islam Amjad, PP, Sitara-e-Imtiaz (Urdu: امجد اسلام امجد) (born 4 August 1944) is an Urdu poet, drama writer and lyricist from Pakistan. The author of more than 40 books in a career spanning 50 years, he has received many awards for his literary work and screenplay for TV, including Pride of Performance and Sitara-e-Imtiaz (Star of Excellence) Awards.

View More On Wikipedia.org
  1. farishtay

    Life Poetry Ojhal Sahi Nigah Se Dooba Nahi Hoon Main..Amjad Islam Amjad

    Ojhal Sahi Nigah Se, Dooba Nahi Hoon Main Ay Raat Khabar-Daar, K Haara Nahi Hoon Main Darpesh Subh-O-Shaam Yehi Kash-Makash Hai Ab Us Ka Banon Main Kaisay K Apna Nahi Hoon Main Mujh Ko Farishta Honay Ka Dava Nahi Magar Jitna Bura Samajhtay Ho Utna Nahi Hoon Main Is Tarha Phair Phair K...
  2. M.Imran

    Sad Poetry Mujhe khud se hain shikaaytain by Amjad Islam Amjad

    Mujhe khud se hain shikaaytain, mujhe zindagi se gilaa nahin, Ke jo chaha mene woh paa liya, nahin aesa kuch jo mila nahin..... Mere aas paas hai roshni, mere raston mein chiraag hain, Yeh tere karam ka hai mojza, meri justuju ka silaa nahin...... Teri aankh se jo haseen ho, woh nigaah...
  3. Asma Baloch

    Love Poetry Koi Chand Chehra Kusha Hua by Amjad Islam Amjad

  4. Hafsa

    Sad Poetry Aye Shama-e-Koe Jana by Amjad Islam Amjad

    Wanderer Hareem Emma Dil
  5. Wanderer

    Ashaar Koi Tasweer mukammal Nahe honey paai! by Amjad Islam Amjad!

  6. Arooj Sadiq

    Sad Poetry Aisi he sard shaam thi wo bhi by Amjad Islam Amjad

    Aisi he sard shaam thi wo bhi jab wo mahndi rachaaye haathon mein apni aahat ke Khauf se larzaaN surKh aanchal mein moun chipaaye hue apne khat mujh se lene ayi thi us ki sahmi hui nigaahon mein kitni Khaamosh iltijaayeiN thien us ke chehre ki zard rangat mein kitni majbooriyon ke saaye the mere...
  7. Haque

    Ghazal Zindagi dard bhii, dava bhii thii - Amjad Islam Amjad

    zindagi dard bhii, dava bhii thii hamsafar bhii guraizpaa bhii thii kuch to the dost bhii wafa dushman kuch mirri aankh meN haya bhii thii din ka apna bhii shor thaa laikin shab ki aavaaz be Sada bhii thii ishq ne ham ko Ghaibdaan kiyya yahi tuhfa , yahi saza bhii thii...
  8. Haque

    Ghazal Chehre Pe Mere Zulf Ko Phailao Kisi Din - Amjad Islam Amjad

    chehre pe mere zulf ko phailaao kisii din kyaa roz garajte ho, baras jaao kisii din raazoN kii tarah utro mere dil meiN kisii shab dastak pe mere haath kii khul jaao kisii din peRoN kii tarah husn kii baarish meiN nahaa luuN baadal kii tarah jhuum ke ghir aao kisii din Khushbuu kii tarah...
  9. Silla Shah

    Nazm Barish or hum!(Amjad Islam Amjad)

  10. Aakash

    "Ek Larki" By Amjad Islam Amjad

    Ek larki by Amjad Islam Amjad Gulab chehray pay muskurahat Chamkti ankhon mein shokh jazbay Wo jab bhi college ki serhiion say Sahailion ko liye utarti Tu esay lagta k dill mein utar rahi ho Kuch is tyaqan say bat karti K jesay duniya usi ki ankhon say dekhti hay Wo apnay rastay pay dill...

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top