Content tagged with December Poetry

December is an independent nonprofit literary magazine that was founded in 1958. The journal was part of both the little magazine and the small press movements of the 1950s and was revived in 2012. December publishes original prose, poetry, and art submitted by new writers and artists, as well as previously unpublished work by distinguished literary figures. Former and current contributors include Joyce Carol Oates, James Wright, Marvin Bell, Marge Piercy, and Raymond Carver. December's mission is to promote unheralded writers and artists, celebrate fresh work from more seasoned voices, and advocate for its contributors in local literary and art communities.

View More On Wikipedia.org
  1. Asad Rehman

    December Poetry December Ab Bhi Tera Muntazir Hai

    December Ab Bhi Tera Muntazir Hai December _____ Ab bhi Tera muntazir Hay __!! Woh Lamhay______ Soch Ki Dahleez Pay Tehray Hoy Hain_____! ! December K Mahenay Main Hazaroon Saal Pahlay Jab_______ Teray Waday K Hathoon Ney_______ Meri Ankhoon Say Behtee Zindagi K Haath Choomay Thay____! Meri...
  2. Asad Rehman

    December Poetry December Mujhay Raas Aata Nahi_____!!

    Kayi Saal Guzrey Kayi Saal Beetey Kayii Saal Guzrey Kayii Saal Beetey Shab-o-Roz Ki Gardishon Ka Tasalsul Dil-o-Jaan Mein Saanson Ki Partein Ultatey Hue Zalzalon Ki Tarah Haanpta Hay! Cheekhtey Hue Khuwab Aankhon Ki Nazuk Ragein Cheeltey Hain Magar Main Har Ik Saal Ki Goud Mein Jagti Subah Ko...
  3. Asad Rehman

    December Poetry December Mujh Say Bola Tha

    December Mujh Se Bolaa Tha Ab Ke Jb Mai Aaon Ga Tujhe Phir Se Pukaron Ga Usey Mai Sath Laon Ga Jo Tujh Ko Bhool Baitha Hy Ke Jis Ke Hijr Ka Laawa Tera Tan Man Jalata Hy Ke Jis Ki Yaad Ki JheeloN Mei Akser Doob Jatey Ho Ke Jis Ke Waastey Bethey Yaahan Tum Geet Gaatey Ho! December Mujh Se...
  4. Asad Rehman

    December Poetry December Ke Mahine Ka Wo Shayd 11wan Din Tha

    December Ke Mahine Ka Wo Shayd 11wan Din Tha December Ke Mahine Ka Wo Shayd 11wan Din Tha Kahin Guzrey Baras Mai Ne Mohabbat Lafz Likha Tha Kisi Kaghaz Ke Tukrey Par Achanak Yaad Ayaa Hai Kahin Guzrey Baras Mujh Ko Kisi Se Baat Karni Thi Usey Kehna Tha Jaan e Jaan Mujhe Tum Se Mohabbat Hai...
  5. danger eye

    December Poetry Alwida December!!

    Faqt ik meri baat nahi thi, Sub ka dard December tha, Barf ke shehr main rehne wala, ik ik fard December tha, Pichle saal ke akhir main bhi, Hairat main hum teenon thy, Ik main tha, Ik tanhai thi,or Ik be dard December tha…. Alwida december!!
  6. danger eye

    December Poetry December Lot Aaya Hy!

    Usse kehna December lot aaya hay! Hawaein sird hain aur vaadiyan Bhi dhund me gum hain! Paharo ne baraf ki shaal phir se orh rakhi hay! Sbhi raste tumhari yaad me pur’nm se lagte hain! Jinhe Sharf-e-Musafat tha! Wo saare cards, wo perfume, wo chhoti C diary! Wo teris, wo chaye, jo ham ne sath me...
  7. Aakash

    December Poetry Wo Be-Reham December_

    Khulenge Jald Hi Bewafai Ky Kayi Qissay____!! Loat Aaya Hai Phir Se Wo Be-Reham December.
  8. Asad Rehman

    December Poetry Barshein December Ke

    rat us ne pocha tha tum ko kesi lagti he chandni december ke barshein december ke mein ne kehna chaha tha maah-o-saal k baray mein guftago k kia maani chahay koi manzar ho desht ho samandar ho june ho december ho darakhton ka har naghma manzroon pay bhari he sath jab tumhra ho...
  9. Aakash

    December Poetry December Maar Daley Ga:-

  10. Janat_ki_Talash

    December Poetry Kiyu Har Baat Pe Koste Hain Log December Ko ??

    Kiyu har baat pe koste hain log december ko ?? Kiya december ne kaha tha mohabbat karo !!

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top