Content tagged with December Poetry

December is an independent nonprofit literary magazine that was founded in 1958. The journal was part of both the little magazine and the small press movements of the 1950s and was revived in 2012. December publishes original prose, poetry, and art submitted by new writers and artists, as well as previously unpublished work by distinguished literary figures. Former and current contributors include Joyce Carol Oates, James Wright, Marvin Bell, Marge Piercy, and Raymond Carver. December's mission is to promote unheralded writers and artists, celebrate fresh work from more seasoned voices, and advocate for its contributors in local literary and art communities.

View More On Wikipedia.org
  1. Janat_ki_Talash

    December Poetry Kabhi Jo Toot Ke Barsa December

    Kabhi jo toot ke barsa December, Laga apna, Bohat apna December, Guzar jata hai sara saal yun to, Nahin kat’ta magar tanha december, Bhala barish say kia sairaab hoga, Tumharay wasl ka piyasa december, Woh kab bichra? Nahi ab yaad lekin, Bus itna yaad hai ke tha December, Jama poonji yehi hai...
  2. sara khan58

    December Poetry December beet jane se faraq parta ha ab kis ko

    December beet jane se faraq parta ha ab kis ko jo rishta dil ka rishta ha usay mosam se kia lena...!!!
  3. Emma Dil

    December Poetry December Ki Shab e Aakhir

    December Ki Shab e Akhir Na Pocho Kis Tarah Guzri, Yehi Lagta Tha Har Dam Wo Humein Kuch Phool Bhejay Ga
  4. ASAD76

    December Poetry December Ki Aakhri Shab

    Aaj December ki aakhri shab mei Shab-e-Tanhai mei Apney Tayris pey khari kafi dair sey mein Chodhwiin k Chaand ko dekh rahi thi jis ki chaandni mei mein bheeg gayi.. aur uss manzer mei itni doob gayi keh !! mujhey khabar bhi na ho saki keh kab us ney meri bikhri zulfon ko sameta tha aur . . ...
  5. ASAD76

    December Poetry December ki Woh Aakhri Shab

    Jaatey December ki us aakhri shab mujhay yaad aaye woh guzrey huye pal keh jab tum aur hum bicherrney lagay thay na tum kuch thay bolay, na main ney kaha kuch magar khaamshi sey woh sub kuch ayaan tha tumharey humarey jo dil men nihaan tha meri ashk aankhon men bus ik dua thi raho khush...
  6. Emma Dil

    December Poetry Aakhri December

    Chalo khatam hoi aaj say dastaan-E-muhabbat Ab hum tareekh-e-wafa main tera naam kanda kertey hain Chalo aaj say hum chahat k zanda'n main muqeed huy Teri yaad k sehra main dard-E-maazi ki wa'eed huy Chalo ab kitaab-e-zeest se awraq-e-wafa palat'tay hain K ab hum "wafa" ko jafa likhaingay ...
  7. raja b

    December Poetry Mera December!

    Kabhi jo toot ke barsa December, Laga apna, Bohat apna December, Guzar jata hai sara saal yun to, Nahin kat’ta magar tanha december, Bhala barish say kia sairaab hoga, Tumharay wasl ka piyasa december, Woh kab bichra? Nahi ab yaad lekin, Bus itna yaad hai ke tha December, Jama poonji yehi...
  8. Aakash

    December Poetry Aao DECEMBER Ko Rukhsat Karen..

    Aao DECEMBER Ko Rukhsat Karen.. Kuch Khushiyon Ko Sambhaal Kar, Kuch Aansu'on Ko Taal Kar.. Jo Lamhy Guzry Chahaton Mein, Jo Pall Beety Rafakaton Mein.. Kabhi Waqt K Saath Chalty Chalty, Jo Thak K Ruky Raaston Mein.. Kabhi Khushiyon Ki Umeed Mili, Kabhi Bichar'ty Huon Ki Deed...
  9. Emma Dil

    December Poetry December Ki Pehli Barish

    Dene Aai Hai Mere Dard Ki Qeemat Mujh Ko Kitni Hamdard Hai Yeh December Ki Pehli Barish
  10. Emma Dil

    December Poetry December Mujhe Raas Aata Nahi

Back
Top