Content tagged with December Poetry

December is an independent nonprofit literary magazine that was founded in 1958. The journal was part of both the little magazine and the small press movements of the 1950s and was revived in 2012. December publishes original prose, poetry, and art submitted by new writers and artists, as well as previously unpublished work by distinguished literary figures. Former and current contributors include Joyce Carol Oates, James Wright, Marvin Bell, Marge Piercy, and Raymond Carver. December's mission is to promote unheralded writers and artists, celebrate fresh work from more seasoned voices, and advocate for its contributors in local literary and art communities.

View More On Wikipedia.org
  1. Emma Dil

    December Poetry December Ab Ke Aao Tou

    December ab k aao tou Tum us shehar e tamanna ki khabar lanaa Keh jis mein jugnuon ki kehkashaan jhilmilaati hay Jahan titlee k rangon say fizaain muskarati hain Wahan charon taraf khushboo wafa ki hay Aur us ko jo bhi pooron say Nazar say choo gia pal bhar Mehak utha! December ab ka aao tou...
  2. atif ch

    December Poetry 18 December A Poem By Atif Chauhdary

  3. qalbojigar

    December Poetry Teri Yaadain aur Thitharta December

    Agarchay hay tou February, magar chunkay sardi kuch na kuch tou abi hogi hi...sou hazir hay aik nazm... bohat phelay kabi december main likhi thi...
  4. ASAD76

    December Poetry Ab bhi her december men uski yaad aati hai

    mujh say poochtay hain log kis liay december men yuun udaas rehta hoon koi dukh chupata hoon ya kisi kay jaanay ka sog mein manaata hoon aap meray album ka safha safha dekhain gay aaiiay dikhaata hoon zabt aazmata hoon sardiyon kay mauson men garam garam...
  5. Silent Voice

    December Poetry Ab k December main

    Ab k December mein Main nay bhi kuch khawaab sajaye hain apni sard aankho'n may per darr lagta hai kahi.nn yeh meray khawaab pighael na jaye Dhoop pernay per....!!
  6. D

    December Poetry Abhi Jo Toot K Barsa December... -...

    abhi jo toot k barsa December... -... Laga apna.. Bohat apna December! Guzar jata hai sara saal yun to...-... Nahin kat'ta magar tanha december.. Bhala barish say kia sairaab hoga...-... Tumharay wasl ka piyasa december.. woh kab bichra? Nahi ab yaad lekin.. ... Bus itna yaad hai k...
  7. D

    December Poetry December Ki Aaass

    DECEMBER KI AAASS December Jab bhi ata hai wo pagli... phir se beety mosumo'n ki talkhion ko yad karti ha purana card perhti hai k jis main os ne likha tha Main Lauton ga December main Nai Kapry bnati hai wo sara ghar sjati hai December k her ik din ko wo gin gin ker bit'tati hai junhi 15...
  8. D

    December Poetry December Jab Bhi Aata Hai........

    DECEMBER JAB BHI AATA HAI........ DECEMBER LOAT AAYA HAI AUR SUNG APNEY DARD-O-GHAM SAMAIT LAYA HAI JAB HAWA MEIN KHUNKI BARH JATI HAI JANE KYUN? MEREY DIL KI HALAT ABTER HO JATI HAI BAY-BAAT BARASTI HEIN AANKHAIN AUR DIL MEIN KHALISH AA JATI HAI JAB DARD KI TEESAIN UTHTI HEIN MEREY DIL KO...
  9. D

    December Poetry !!!suno December!!!

    !!!SUNO DECEMBER!!! Naee hikayat muhabbaton ki Shikayatoon ki Bhujhe bhuje se haroof le kar Kohar mein doobi seyyahoon ki Warq warq per utaarna hai Udaas shamoo ke phool chun kar Suno December Ussay pukaaro Ussay bulaaoo Suno December ... Ussay mila do Ab is se pehlay ke saans...
  10. D

    December Poetry Akela December

    Akela December "sard ratoon ki bhegi tanhai, barasti boond ke choote hi sulagta sa badan, beti yadoon beete lamhon main sulagta hoa dil, youn guzre saal ke sare dukh aur saree gham, akela aik december seh leta hai

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top