Eid Poetry, Eid Shayari in Urdu, Eid Poems, Ghazals, 2 Line Poetry

Eid Poetry, Eid-ul-Fitr Poetry, Eid-ul-Adha Poetry, Eid Shayari, Eid Mubarak Shayari, Eid Greetings Poetry, Eid Blessings Poetry, Eid Celebrations Poetry, Eid Traditions Poetry, Eid Festivities Poetry, Eid Joy Poetry, Eid Happiness Poetry, Eid Spirituality Poetry, Eid Remembrance Poetry, Eid Love Poetry, Eid Culture Poetry, Eid Ghazals, Eid Sad Poetry.
  1. ali bukhari

    Sorrows Falasteen Main Eid - Ajab Shehr Hai Wo Ajab Eid Hai

    Ajab Shehr Hai Wo Ajab Eid Hai Lashon Se Saji Ghazab Eid Hai Falsteen Ki Galiyon Mein Khon Ki Barish Har Aankh Mein Aanso Be Sabab Eid Hai Har Zuban Par Aik Hi Faryad Wahan Na Sajao Bazam-E-Eid Ye Be Talab Eid Hai Palesteen Kal Bhi Maqtal Aur Aaj Bhi Maqtal Wahan Na Tab Eid Thi Wahan Na Ab...
  2. princex mahi

    Eid Poetry Eid In Palestine - Falesteen Laho Laho, Hum Puchte Hain Kab Eid Hai

    Ajab Shehr Hai Wo Ajab Eid Hai Lashon Se Saji Ghazab Eid Hai Falsteen Ki Galiyon Mein Khon Ki Barish Har Aankh Mein Aanso, Be Sabab Eid Hai Har Zuban Par Aik Hi Faryad Wahan Na Sajao Bazam-E-Eid, Ye Be Talab Eid Hai Falesteen Kal Bhi Maqtal Aur Aaj Bhi Maqtal Wahan Na Tab Eid Thi, Wahan Na Ab...
  3. khizar943

    Eid Poetry Eid Ka Din Hai Gale Aaj To Mil Le Zalim

    Eid Ka Din Hai Gale Aaj To Mil Le Zalim Rasm-e-Dunia Bhi Hai Moqa Bhi Hai Dastoor Bhi Hai Ishq Is Tarha K Gustakh Taqaze Na Kare Husn Mastoor Bhi Majboor Bhi Maghroor Bhi Hai Gharoor-e-Husn K Sadqe Mohabbat Youn Nahi Karte Bhari Mehfil Mein Zahir Dil Ki Wehshat Youn Nahi Karte Ye Mana Tum Haseen...
  4. khizar943

    Eid Poetry Eid Ka Din Hai Gale Aaj To Mil Le Zalim,,

    Eid Ka Din Hai Gale Aaj To Mil Le Zalim Rasm-e-Dunia Bhi Hai Moqa Bhi Hai Dastoor Bhi Hai Ishq Is Tarha K Gustakh Taqaze Na Kare Husn Mastoor Bhi Majboor Bhi Maghroor Bhi Hai Gharoor-e-Husn K Sadqe Mohabbat Youn Nahi Karte Bhari Mehfil Mein Zahir Dil Ki Wehshat Youn Nahi Karte Ye Mana Tum Haseen...
  5. khizar943

    Eid Poetry Aap Ate To Eid Bhi Aati,,

  6. ali bukhari

    Eid Poetry Zara Sa Muskra Dena Eid Se Pehle Pehle

    Zara Sa Muskra Dena Tum Ab Eid Sy Phle Phle Hr Ek Gham Ko Bhula Dena Tum Ab Eid Sy Phle Phle Na Socho K Kis Kis Ne Dil Dukhaya Hr Ek Ko Muaf Kr Dena Eid Sy Phle Phle Kya Pata Phir Moqa Na Mil Paye Hmen Is Liye Dil Ko Tum Saf Kr Lena Eid Se Phle Phle Ho Sakta Hy Hum Rahen Na Rahen Isi Liye...
  7. raja b

    Ashaar Kesi Khamosh Eid Thi

  8. inaya

    Nazm Aao K Eid Ko Rukhsat Karen.

    Aao K Eid Ko Rukhsat Karen.. Kuch Khushiyon Ko Sambhaal Kar, Kuch Aansu'on Ko Taal Kar.. Jo Lamhy Guzry Chahaton Mein, Jo Pall Beety Rafakaton Mein.. Kabhi Waqt K Saath Chalty Chalty, Jo Thak K Ruky Raaston Mein.. Kabhi Khushiyon Ki Umeed Mili, Kabhi Bichry Huon Ki Deed Mili.. Kabhi...
  9. Areeba Zahra

    Eid Poetry Mubarak Eid Mubarak, Mubarak Eid Mubarak

    Assalaam alaikum assalaam Eid ka hai yaaron yeh payaam Yeh eid ka tyohaar hai, khushiyon ka hai tyohaar Na tera hai na mera hai yeh sab ka hai tyohaar Yeh pyaar ka paigaam hai yeh pyaar ka paigaam Mubaarak eid mubaarak, mubaarak eid mubaarak Chaahe voh rehman ho ya bhai apna ram Hindu muslim...
  10. parniyan shah

    Eid Poetry Zara Sa Muskra Dena Tum Ab Eid Say Pehle Pehle

    >%=EID GHAZAL=%< >%=2013=%< Zara Sa Muskra Dena Tum Ab eid Sy Phle Phle, Hr Ek Gham Ko Bhula Dena Tum Ab eid Sy Phle Phle, Na Socho K Kis Kis Ne Dil Dukhaya, Hr Ek Ko Muaf Kr Dena eid Sy Phle Phle, Kya Pata Phir Moqa Na Mil Paye Hmen, Is Liye Dil Ko Tum Saf Kr Lena eid Se Phle Phle...

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top