Content tagged with Faiz Ahmed Faiz Poetry

Faiz Ahmad Faiz MBE NI was a Pakistani poet, and author in Urdu and Punjabi language. He was one of the most celebrated writers of the Urdu language in Pakistan.

Born: February 13, 1911, Narowal
Died: November 20, 1984, Lahore
Spouse: Alys Faiz (m. 1941–1984)
Movies: The Day Shall Dawn, Aagaman
Children: Salima Hashmi, Moneeza Hashmi, Muneeza Hashmi
  1. Asad Rehman

    Nazm Meray Humdam Meray Dost By Faiz Ahmed Faiz

  2. Muniza awan

    Ghazal Hum K Tehray Ajnabii Itni Madarton K Baad By Faiz Ahmed Faiz

  3. Areeba Zahra

    Ghazal Na Ganwao Nawak-E-Neem Kash, By Faiz Ahmad Faiz

    Na Ganwao Nawak-e-Neem Kash, Dil-e-Reza Reza Ganwa Diya, Jo bache hain sang samait lo, tan-e-dagh dagh luta diya.. Mere charahgar ko naveed ho, sifh-e-dushmanan ko khabar karo, Wo jo qarz rakhte the jaan par, wo hisab aaj chuka diya… Karo kaj jabeen pe sar kafan, mere qatilon ko guman na ho...
  4. Muniza awan

    Ghazal Mjhay Q Tamashaa Bana Dia....Faiz Ahmed Faiz

    soo nice...
  5. Areeba Zahra

    Ghazal Ham Ke Thehre Ajnabi...By Faiz Ahmed Faiz

    Ham ke Thehre ajnabi itni mulaaqaatoN ke baad phir baneiN ge aashna kitni madaaraatoN ke baad kab nazar meiN aaye gi be daaGh sabze ki bahaar khoon ke dhabe dhuleiN ge kitni barsaatoN ke baad the bahut bedard lamhe khat’m-e-dard-e-ishq ke theiN bahut bemeh’r subheiN meh’rbaaN raatoN ke baad...
  6. Asad Rehman

    Ghazal Marg-E-Soz-E- Mohabbat By Faiz Ahmed Faiz

  7. Twilight

    Nazm Raqeeb Say: Aa Ke Wabasta Hain Us Husn Ki Yaadain By Faiz Ahamd Faiz

    Aa kay wabasta haiN us husn ki yaadeiN tujhse Jis ne is dil ko pari-khana bana rakha tha Jis ki ulfat meiN bhula rakhi thi duniya humne Deher ko deher ka afsana bana rakha tha Aashna haiN terey qadmoN se woh raaheiN jin par Us kii madhosh jawani ne inayat ki hai KarwaaN guzrey haiN jin se usi...
  8. nizamuddeen

    Ghazal Gulon Mein Rang Bharey, Baad-E-No Bahaar Chaley By Faiz Ahmed Faiz

  9. Asad Rehman

    Nazm Hijer Ki Raakh Or Visaal K Phool By Faiz Ahmed Faiz

  10. Shehbaz

    Ghazal Hum Parvarish-E-Loh-O-Qalam - Faiz Ahmed Faiz

    Hum parvarish E lauh O Qalam karte raheNge Jo dil pe guzarti hai raQam karte raheNge Asbaab E Gham E ishq baaham karte raheNge Veerani E dauraaN pe karam karte raheNge HaaN talkhi E aiyyaam abhi aur baRhegi HaaN ahl E sitam mashq E sitam karte raheNge Manzoor ye talkhi ye sitam hum ko gavaara...
Back
Top