Content tagged with Faiz Ahmed Faiz Poetry

Faiz Ahmad Faiz MBE NI was a Pakistani poet, and author in Urdu and Punjabi language. He was one of the most celebrated writers of the Urdu language in Pakistan.

Born: February 13, 1911, Narowal
Died: November 20, 1984, Lahore
Spouse: Alys Faiz (m. 1941–1984)
Movies: The Day Shall Dawn, Aagaman
Children: Salima Hashmi, Moneeza Hashmi, Muneeza Hashmi
  1. Shehbaz

    Nazm Raqeeb Say -- Faiz Ahmed Faiz

    aa kay wabasta hay us husn ki yaadein tujhse, jis nay is dil ko pari khaana bana rakha tha, jis ki ulfat mein bhula rakhi thi dunya hum nay, dehar ko dehar ka afsaana bana rakha tha.. aashna hay teray qadmon say woh raahein jin par, uski madhosh jawani nay inayat ki hay, karwaa'N guzray hay jin...
  2. Haris Harry

    Ghazal Faiz Ahmed Faiz

    Na ab raqeeb na naseh na ghum-ghusaar koi tum aashna the to theeN aashnaiyaaN kya kya pohaNch kar dar pe tere mautbar tehre agar-che raah meiN hui jag-hasaaNiyaaN kya kya hum aise saada-luhon ki niyaaz mandi se butoN ne ki haiN jahaN mein khudaaiyaaN kya kya sitam pe khush kabhi lutf-o-karam pe...
  3. nizamuddeen

    Ghazal Jo Chalay To Jan Say Guzar Gae .... By Faiz Ahmed Faiz

    na ginwao nawak-e-neem kash dil-e-reza reza ganwa diya jo bachay hain sang samaiT lo, tan-e-daG daG luTa dia meray chara-e-gar kw naveed ho, saf-e-dushmanaN ko khabar karo jo wo qarZ rakhtay thay jan per, wo hisab Aj chuka diya karo kaj-e-jabeeN pe sar-e-kafan meray qatiloN ko gumaN na ho...
  4. Zoufishan

    Ghazal Sabhi Kuch Hai Tera Diya Hua By Faiz Ahmed Faiz

    Sabhi kuch hai tera diya hua sabhi rahaten sabhi kalafaten kabhi sohabaten kabhi furqaten kabhi duriyan kabhi qurbaten ye sukhan jo hum ne raqam kiye ye hain sab varaq teri yaad ke koi lamha subah-e-visal ka, kai sham-e-hijr ke qurbaten jo tumhari man lain nasiha to rahega daman-e-dil mein kya...
  5. alifarhan

    Ghazal Iqbal By Faiz Ahmed Faiz

  6. Wanderer

    Nazm Shaam ~ Faiz Ahmed Faiz!

    is tarah hai ke har ek peR ko’ii mandir hai ko’ii ujRaa huaa, benuur puraanaa mandir DhuunDtaa hai jo Kharaabii ke bahaane kab se chaak har baam, har ek dar kaa dam-e-aaKhir hai aasmaaN ko’ii purohit hai jo har baam tale jism par raaKh male, maathe pe sinduur male sar-niguuN baithaa hai...
  7. Asad Rehman

    Nazm Mujhay Moujizon Pay Yaqeen Nahin By Faiz Ahmed Faiz

    Faiz Ahmed Faiz: Mujhay moujizon pay yaqeen nahin magar arzoo hai kay jub qaza mujhay buzm-e-dahr say lay chalay tau phir aik bar yeh izn day kay lahd say laut kar aa sakoun tayray dur pay aa kay sada karoun tujhay ghum ghusaar kii ho talub tau tayray huzoor may aa rahoun yeh na ho tau soo.aay...
  8. Snaya

    Ashaar Ab Wohi Harf-e-junoon!...faiz Ahmed Faiz

  9. Asad Rehman

    Ghazal Sitam Sikhlaey Ga Rasm-e-wafa , Esay Nahi Hota --- Faiz Ahmed Faiz

    sitam sikhlaey ga rasm-e-wafa , esay nahi hota sanam dikhlaein gay rah-e-khuda , esay nahi hota gino sab hasratein jo khoN hoe hein tan k maqtal mein meray qatal hisab-e-khooN baha esay nahi hota jahan-e-dill mein kam aati heim tauberen na taazerein yahan peman tasleem-o-raza , esay...
  10. Hafsa

    Nazm Dua -Aye Haath Uthaein, Hum Bhi by Faiz Ahmed Faiz

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top