Content tagged with Fakhira Batool Poetry

No Wikipedia entry exists for this tag
  1. Silent Voice

    Nazm Main Kuch Bhi Nahi, Bas Saa'ein Tu By Fakhra Batool

    Mujh ko Dukh hai mere ma'bood tere hotey huawe Apnii Tanhaii ka Elaan kiyya hai Main Ney!!
  2. D

    Ghazal Yoon Dil Ko Har Ak Shaks Per Wara Nahi Kartay...Fakhira Batool

    Yoon Dil Ko Har Ak Shaks Per Wara Nahi Kartay Aankhon Main Har Ak Aks Utara Nahi Kartay Honi Hay Tu Ak Baar Hi Ho Jaye Mohabbat Yeh Bhool Hay Aisi Keh Dobara Nahi Kartay Acha Howa Main Nay Hi Faqat Dekha Mager Yoon Mahfil Main Kese Ko Bhi Eshara Nahi Kartay Mil Jaye Sir -e- Rah Jo Bichra...
  3. D

    Nazm Andaisha ..... Fakhira Batool

    Andaisha Fakhira Batool Raah kathan hay Paon bhi ab tak thak say gaey hein Lekin phir bhi soch k rukna soch k Murna Eesa bhi ho sakta hay jab Younhi peechay murd kr dekho To tum pathar k ho jao
  4. D

    Nazm Chand gulab aur main .... Fakhira Batool

    chand gulab aur main .... Fakhira Batool jo kehta tha aksar mujh ko chand , gulab , aur tera chehra tenoN ek say lagtay hein shayed us ko khoob khabar thee chand bana hay shab ka hissa aur gulaab k sar par pat jhar mujh ko dard-e-hijer mila hay !
  5. D

    Ghazal Ye jo nang thay ye jo naam thay mujhey kha gaye

    ye jo nang thay ye jo naam thay mujhey kha gaye ye khayal-e-pukh'ta jo khaam thay mujhey kha gaye kabhi apni aankh se zindagi pe nazar na ki wohi zaawiye k jo aam thay mujhey kha gaye mein ameeq tha ke pala hua tha sakoot mein ye jo log mehv-e-kalam thay mujhey kha gaye wo jo mujh mei aik...
  6. Silent Voice

    Nazm Tamacha by Fakhra Batool

    طمانچہ : فاخرہ بتول مت تہذیب تمدّن کی تم، ہم سے بات کرو دل کا درد چھلک جائے گا ورنہ آنکھوں سے غیرت کے اس نام پہ اب تک جتنے خون ہوئے ان میں کل اک چار سال کی بچی بھی دیکھی جس نے ہاتھ میں کپڑے کی اک گُڑیا تھامی تھی مٹھی میں اک ٹافی تھی جو اس نے کھانی تھی اُس کی پلکوں پر حیرت تھی، حیرت میں تھا خوف...
  7. D

    Nazm Tu nay ik roaz kaha tha mujh say door tujh say agar main hojaoon - Fakhra Batool

    FAKHRA BATOOL ♥ ♥ ♥ ♥ Tu nay ik roaz kaha tha mujh say door tujh say agar main hojaoon jaal dunya ka hay rangeen-o-haseen us k rangoun main agar kho jaoon teri masoom see in baatoun ko shaukh-o-saada si teri yaadoun ko bhool jaoon tou bhi yeh yaad rahey aaj tujh say yeh mera waada hay jub bhi...

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top