Content tagged with Mirza Ghalib Poetry

Mirza Asadullah Baig Khan also Known Mirza Ghalib He popularly known by pen name Ghalib and Asad was an Indian poet. His honorific was Dabir-ul-Mulk, Najm-ud-Daula. During his lifetime, the already declining Mughal Empire was eclipsed and displaced by the British East India Company Rule and finally deposed following the defeat of the First Indian War of Independence (Sepoy Mutiny) of 1857; these are described through his work.He wrote in both Urdu and Persian. Although his Persian Divan (body of work) is at least five times longer than his Urdu Divan, his fame rests on his poetry in Urdu. Today, Ghalib remains popular not only in the Indian subcontinent but also among the Hindustani diaspora around the world.

View More On Wikipedia.org
  1. Silent Voice

    Ashaar ♥Ghalib key Qalam Sey♥

  2. Fari Pari

    Ghazal Bekhudi Besabab Nahi ‘Ghalib’

    Bekhudi besabab nahi ‘Ghalib’ Bekhudi besabab nahi ‘Ghalib’ Kuch to hai jis ki pardadari hai dil-o-mizshgan ka jo muqadma tha aj phir us ki rubqari hai Bekhudi besabab nahi ‘Ghalib’ phir usi bewafa pe marte hain phir wahi zindagi hamari hai… Bekhudi besabab nahi ‘Ghalib’ Kuch to hai jis ki...
  3. D

    Ghazal Ek Zameen, Teen Shaa'ir - Ghalib, Dagh aur Amir Minai

    غــــــــزل (مرزا اسداللہ غالب) یہ نہ تھی ہماری قسمت کہ وصال یار ہوتا اگر اور جیتے رہتے، یہی انتظار ہوتا ترے وعدے پہ جئے ہم تو یہ جان جھوٹ جانا کہ خوشی سے مر نہ جاتے اگر اعتبار ہوتا تری ناز کی سے جانا کہ بنا تھا عہد بودا کبھی تُو نہ توڑ سکتا اگر استوار ہوتا کوئی میرے دل سے پوچھے ترے تیر...
  4. D

    Ghazal Kabhi naiki bhi us ke ji mein gar aajaye hai mujhse

    Kabhi naiki bhi us ke ji mein gar aajaye hai mujhse Jafain kar ke apni yaad sharma jaye hai mujhse Khudaya jazba-e-dil ki magar taaseer ultee hai Ke jitna kheenchta hun aur khinchta jaye hai mujhse Wo bad-khoo aur meri dastaan-e-ishq taulani Ibaarat mukhtasar, qasid bhi ghabra jaye hai mujhse...
  5. D

    Ashaar Huee Muddat Ke ‘ghalib’ Mar Gaya Par Yaad Aata Hai

    huaa jab GHam se yooN behis to GHam kya sar ke kaTne ka na hota gar juda tan se to zaanooN par dhaRa hota huee muddat ke ‘GHalib’ mar gaya par yaad aata hai wo har ek baat pe kehana, ke yooN hota to kya hota
  6. D

    Ghazal 'ghalib' Na Kar Huzoor Mein Too Baar-baar 'arz

    ghar jab bana liya hai tere dar par kahe baGHair jaanega ab bhee too na mera ghar kahe baGHair kehte haiN, jab rahee na mujhe taaqat-e-suKHan jaanooN kisee ke dil ki maiN kyoNkar kahe baGHair kaam us'se aa paDa hai ki jiska jahaan meiN lewe na koee naam 'sitamgar' kahe baGHair jee meiN hee...
  7. D

    Ghazal Bus Ki Dushwaar Hai Har Kaam Ka Aasaan Hona.....ghalib

    bus ki dushwaar hai har kaam ka aasaaN hona aadmee ko bhee muyassar naheeN insaaN hona giriya chaahe hai KHaraabee mere kaashaane ki dar-o-deevaar se Tapke hai bayaabaaN hona waa-e-deewaangee-e-shauq, ke har dam mujhko aap jaana udhar aur aap hee hairaaN hona jalva az_bas ki...
  8. D

    Ghazal Nuktaacheen Hai Gham-e-dil Usko Sunaaye Na Bane....ghalib

    1. nuktaacheeN hai GHam-e-dil usko sunaaye na bane kya bane baat jahaaN baat banaaye na bane [ nuktaacheeN = critic/sweetheart ] 2. maiN bulaata to hooN usko magar 'ei jazba-e-dil uspe ban jaaye kuchch 'eisee ki bin aaye na bane 3. khel samjha hai kaheeN choD na de, bhool na jaay kaash ...
  9. D

    Ghazal Zikr Us Pareewash Kaa, Aur Phir Bayaan Apnaa .... Ghalib

    zikr us pareewash kaa, aur phir bayaaN apnaa ban gayaa raqeeb aaKHir thaa jo raazdaaN apnaa Main wo kyoN bahut peete bazm-e-ghair meN yarab Aaj hi hua manzoor un ko imtihaaN apna manzar ik bulandee par aur ham banaa sakte 'arsh se idhar hotaa kaash ke makaaN apnaa De woh jis qadar zillat...
  10. D

    Ghazal Dil Hee To Hai Na Sang-o-khisht Dard Se Bhar Na Aaye Kyon ? .... Ghalib

    1. dil hee to hai na sang-o-KHisht dard se bhar na aaye kyoN ? royeNge ham hazaar baar, koee hameiN sataaye kyoN ? 2. dair naheeN, haram naheeN, dar naheeN, aastaaN naheeN baiTHe haiN rehguzar pe ham, GHair hameiN uTHaaye kyoN ? 3. jab woh...

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top