Content tagged with Nasir Kazmi Poetry

Syed Nasir Raza Kazmi (Urdu: سید ناصِر رضا كاظمی was an Urdu poet from Pakistan. Kazmi was born on 8 December 1925 at Ambala, Punjab, (British India).Kazmi used simple words in his poetry, including "Chand", "Raat", "Baarish", "Mausam", "Yaad", "Tanhai", "Darya" and gave them life by his style of poetry. He was known for using chhotee beher or short verses in his poetry. His poetry continues to be used on Pakistan Television (PTV) TV shows as well as in India in Bollywood films.

View More On Wikipedia.org
  1. Asad Rehman

    Ghazal Zaban Sukhan Ko, Sukhan Bankpan Ko Tarsega By Nasir Kazmi

    Nasir Kazmi Zaban Sukhan Ko, Sukhan Bankpan Ko Tarsega Sukhankada Meri Tarz-E-Sukhan Ko Tarsega Naye Pyale Sahi Tere Daur Main Saqi Ye Daur Meri Sharab-E-Kohan Ko Tarsega Mujhe To Khair Watan Chor K Aman Na Mili Watan Bhi Mujh Se Garib-Ul-Watan Ko Tarsega Unhin K Dam Se Farozan Hain...
  2. Asad Rehman

    Ghazal Rat Milay Kuch Yar Puranay Intercontinental Mein By Nasir Kazmi

    Nasir kazmi ki kitab nishat-e-khuwab say ek ghazal rat milay kuch yaar puranay intercontinental mein yaad aye phir kitnay zamanay intercontinental mein kitnay ranga rang musafir shana ba shana raqs kuna chor gaey kitnay afsanay intercontinental mein in hanstay hotnon k pechay kitnay...
  3. Asad Rehman

    Ashaar Patian Roti Hein Sar Peetti Hein By Nasir Kazmi

    pattian roti hein sar peet'ti hein qatl-e-gull aam hua he ab k
  4. Asad Rehman

    Ashaar Chupta Phirta He Ishq Duniya Say By Nasir Kazmi

    chupta phirta he ishq duniya say phelti ja rahi he ruswae
  5. Asad Rehman

    Azadi Mubarak Mere Watan Ko Teri Zarorat Hai Aaj Bhi By Nasir Kazmi

    Quaid-e-Aazam Duniya Ko Yaad Teri Hikayat Hai Aaj Bhi Har Aik Dil Mein Teri Mohabbat Hai Aaj Bhi Kaano'n Mein Goonjti Hai Abhi Tsak Teri Sada Aankhon Ke Saamnay Teri Suurat Hai Aaj Bhi Tera Kalaam Anjuman Afrooz Kal Bhi Tha Tera Pyaam Shama-e-Hidayat Hai Aaj Bhi Tazeen Baagh Tishna-e-Takmeel...
  6. Emma Dil

    Poetry Book Pehli Barish By Nasir Kazmi

    Pehli Barish by Nasir Kazmi Download Link: Pehli Barish by Nasir Kazmi
  7. Asad Rehman

    Ghazal Khial-e-tark-e-tamanna Na Kar Sakay Tu Bhi By Nasir Kazmi

    khial-e-tark-e-tamanna na kar sakay tu bhi udasion ka madawa na kar sakay tu bhi kabhi wo waqt bhi aye k koi lamha-e-aish meray bagher gawara na kar sakay tu bhi khuda wo din na dikhaey tujhay k meri tarha meri wafa pay bharosa na kar sakay tu bhi mein apna uqda-e-dill tujh ko sonp...
  8. Aakash

    Ghazal Wo Be_Fikr Zindagi(Nasir Kazmi)

  9. rubPzai

    Ghazal Main Ne Jab Likhna Seekha Tha

    maiñ ne jab likhnā sīkhā thā pahle terā naam likhā thā maiñ vo sabr-e-samīm huuñ jis ne bār-e-amānat sar pe liyā thā maiñ vo ism-e-azīm huuñ jis ko jinn-o-malak ne sajda kiyā thā tū ne kyuuñ mirā haath na pakḌā maiñ jab raste se bhaTkā thā jo paayā hai vo terā hai jo khoyā vo bhī...
  10. D

    Ghazal Kam Fursat-e-khuwab Tarab Yaad Rahay Gi ...nasir Kazmi

    kam fursat-e-khuwab tarab yaad rahay gi guzry jo teray sath wo shab yad rahay gi har chand tera ehd-e-wafa bhool gaey hum wo kashmakash sabr talab yaad rahay gi sinay mein umangoon ka wohi shoor hay ab tak wo shokh-e-yak junbhash-e-lab yaad rahay gi phir jis kay tasawar mein barsknay lagi...

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top